Nazimah06 HN: ***** Now Translation: Para 21 Surah Ahzaab .

3y ago
71 Views
2 Downloads
332.67 KB
48 Pages
Last View : Today
Last Download : 3m ago
Upload by : Shaun Edmunds
Transcription

**** Now Tilawat: Para 21 Surah Ahzaab Ayahs 01-15Insha Allah****NQSJE KI012 MAWA: ********NOTES********NQSJE KI012 MAWA: nabi saw ki seerat haiNQSJE KI012 MAWA: zatti zindagi ko discuss kia giaNQSJE KI012 MAWA: tarteeb 33NQSJE KI012 MAWA: surah ahzab ziada maroof haiNQSJE KI012 MAWA: ayay 20 main ahzab aaye gaNQSJE KI012 MAWA: ghazwa e khandaq ka tazkarah haiNQSJE KI012 MAWA: ruku 9NQSJE KI012 MAWA: ayaat 173NQSJE KI012 MAWA: 1280 kalmatNQSJE KI012 MAWA: 5790--huruf hainNQSJE KI012 MAWA: hijrat ke 5th saal nazil huiNQSJE KI012 MAWA: ghazwa e banu quraza ka tazkarah haiNQSJE KI012 MAWA: hazrat zainab se aap saw ke nikah ka zikr haiNQSJE KI012 MAWA: mashre ke rasm o riwaj ka zikr haiNQSJE KI012 MAWA: bunyadi nuqta auratNQSJE KI012 MAWA: aam aurat ki izzat ko numaya kar ke batay gaiNQSJE KI012 MAWA: misaali batei hainNQSJE KI012 MAWA: nabi saw ke gher ki sargarmion ko pesh kia giaNQSJE KI012 MAWA: nabi saw ki tareefein bhi bhut hainNQSJE KI012 MAWA: darjat ki bulandi ki duayein bhi mojood hainNQSJE KI012 MAWA: allah ke nabi per durood bhejney ka huq ada karoNQSJE KI012 MAWA: amanat ka zikr haiNQSJE KI012 MAWA: yeh quran nabi saw ne nahi likhaNQSJE KI012 MAWA: warna is tarhan ki aayat nahi hotiNQSJE KI012 MAWA: munafiqon ke halat khulte hue lagte hainNQSJE KI012 MAWA: ibn e abbas surah ahzaab madeena main nazil hui orguruhon ka zikr haiNazimah06 HN:fatimabaig23:voice not clearvalime ke aadaabNQSJE KI012 MAWA: sater or hijab per aakhri muhur lage giNQSJE KI012 MAWA: aurat ke gher se bahir nikalne ke aadabNQSJE KI012 MAWA: kia kissi ko moun bola bacha bana sakte hainNQSJE KI012 MAWA: 5 bunyadi topicNQSJE KI012 MAWA: 1-allah ki hidayat ki perwi ki dawat haiNQSJE KI012 MAWA: 2-taqwaNQSJE KI012 MAWA: tawakkulNQSJE KI012 MAWA: 3- ijtemai rasm o rivaj ki islahNQSJE KI012 MAWA: khamoshi se apna muhasba karne ki dawat haiNQSJE KI012 MAWA: 4- ghazwa e ahzaab or banu qurezaNQSJE KI012 MAWA: 5- nabi saw ke misaali gharanon ke bare main tazkarahhaiNQSJE KI012 MAWA:

eela ka zikrhazrat zainab se nikah ka tazkarahNQSJE KI012 MAWA: nabi chiragh e roshan hainNQSJE KI012 MAWA: *********NOW TAFSEER********NQSJE KI012 MAWA: ayat 1NQSJE KI012 MAWA: aye nabi allah se dariyekhanbushra123: kaya ham isko dobara ker rahy han/NQSJE KI012 MAWA: shadeed andaz haiNQSJE KI012 MAWA: ya adam ya moosaNQSJE KI012 MAWA: kabhi bhi ya muhammad nahi kaha giaNQSJE KI012 MAWA: kaise tum allah ke nabi ka naam le ker bolte hoNQSJE KI012 MAWA: allah se daroNQSJE KI012 MAWA: allah ke nabi ko allah se darne ka hukum dia giaNQSJE KI012 MAWA: baaz jaga aap ko sunaya gia baaz jaga logon ko sunayagiaNQSJE KI012 MAWA: nabi saw taqwa ke aala darje per theNQSJE KI012 MAWA: TAQWANQSJE KI012 MAWA: taqwa ka mutlab allah ki itat ki di hui roshni main kaamkarnaNQSJE KI012 MAWA: allah se sawab ki umeed rakhnaNQSJE KI012 MAWA: allah ki itat main gunnah se bach janaNQSJE KI012 MAWA: ibn e kaseer ki riwayatNQSJE KI012 MAWA: aisi halat jis main bande ka dil allah ki muhabbat or uski azmat or us ke khof se bhar jata haiNQSJE KI012 MAWA: taqwa aik balanced soch ka naam haiNQSJE KI012 MAWA: us ki azmat se laraz jata haiNQSJE KI012 MAWA: allah ki narazgi ka khofNQSJE KI012 MAWA: is main bhi muhabbat hi chuppi hui haiNQSJE KI012 MAWA: eemaan wale allah ki muhabbat main choor hote hainNQSJE KI012 MAWA: taqwa allah or bande ke darmiyan sach ka rishta haiNQSJE KI012 MAWA: taqwa insaan ko allah ke itne qareeb le jata hai kebanda allah ki narazgi ka soch bhi nahi saktaNQSJE KI012 MAWA: tawqa guard haiNQSJE KI012 MAWA: tabdeeli kia aati haiNQSJE KI012 MAWA: wo us maqam per aata hai jahan allah usse dekhnachahta haiNQSJE KI012 MAWA: nabi saw per kafiron or munafiqon ka bhut dabao thaNQSJE KI012 MAWA: is liye kaha ke un ke pressure main na aayeinNQSJE KI012 MAWA: nabi saw ke ache ikhlaq ko dekhte hue wo samjhe kenabi saw un ka her mashwarah maan le geinNQSJE KI012 MAWA: is per kuffar ne mushwara dia ke aap saw un ke laatmanat uzza ko bura kehna chor deinNQSJE KI012 MAWA: yani mila jula leinNQSJE KI012 MAWA: kabhi nabi saw un ke buton ko gali nahi diNQSJE KI012 MAWA:NQSJE KI012 MAWA:

sirf kaha la ilaha illallahto samjhne wale samajh jate the ke un ke buton kobura kaha jaraha haiNQSJ 01 HM: Ayat 2NQSJ 01 HM: Ayat 3NQSJ 01 HM: bharosa rakho Allah perNQSJ 01 HM: kaam banany wala AlllahNQSJ 01 HM: mat kerein kisi ki perwahNQSJ 01 HM: jo kaam nai kersakta usko khush kereingay? ya jo kaamkersakta hai?NQSJ 01 HM: surah sajda mai wukilla parhaNQSJ 01 HM: wakeel seNQSJ 01 HM: kaam uskay supard kerdiaNQSJ 01 HM: Allah ki zaat kesa wakeel hai? jis per insan apna kaamsuperd kerkey befiker hojata haiNQSJ 01 HM: khudeitmaadi aur KhudaeitmaadiNQSJ 01 HM: khud per tawakkul se kahein ziyada Allah per tawakkul honachayeNQSJ 01 HM: momin Allah per eitmaad kerta haiNQSJ 01 HM: ke Allah ke siwa koi kaam naii kersaktaNQSJ 01 HM: momin sakoon se sota haiNQSJ 01 HM: humaray maathay per pareshaani kynNQSJ 01 HM: banda tawakkul leley to woh 6 cheezein enjoy kerta hai 1.eitmaad: sukoon, bharosa 2. yaqeen 3. dil ka sukoon, taskeen 4.itminaan 5. bekhaufi nafay nuqsaan se 6. umeedNQSJ 01 HM: kia mujhay ye 6 cheezein mil chuki hain?NQSJ 01 HM: ager hain to baray baray marhalay paar hongayNQSJ 01 HM: ek jaga bhi khali hui to wahan se shaitan se ayegaNQSJ 01 HM: Allah ki qudrat dikh rahi hai. Allah wakeel kafi haiNQSJ 01 HM: ager tawakkul Allah na ho to kia hota hai? 1. insan apnachain kho deta hai 2. sukoon kho jata hai 3. umeed kho jati hai 4. sehatkharaab hoti haiNQSJ 01 HM: tawakkul kab nai hota? jab insaan ko Allah ke ilm, rehmataur qudrat per yaqeen na hoNQSJ 01 HM: Allah keliye sub possible haiNQSJ 01 HM: jab Allah se sersari taaluq ho to banday ko tawakkul Allah naiataNQSJ 01 HM: jab insaan koshish aur tadbir kerta hai aur sochta hai keAllah kerdayga, tub tawakkul hota haiNQSJ 01 HM: hadees" amal kerkey tawakkul" (khulasa)NQSJ 01 HM: Ayat 4-5NQSJ 01 HM: do dil ki baat: munafiq ke baray maiNQSJE KI012 MAWA:NQSJE KI012 MAWA:

madina mai ek admi tha jo kehta tha ke merey jism mai dodil hain ek Muhammad saw ke sath ek kuffaar ke sath us per ye ayatnazil huiNQSJ 01 HM: ek aur shaks naam? buhat tez tha kehta tha meray jism maido dil hai aur Muhammad saw ka ek dil haiNQSJ 01 HM: us per ye ayat ayiNQSJ 01 HM: Allah ne ek dil banaya uski hikmat haiNQSJ 01 HM: warna humara apnay under itnay tanaazaat hotay kebeemaar hojatay. depression hotiNQSJ 01 HM: Allah ne hikamat ke sath ek dil dia take woh khalis Allah kahoNQSJ 01 HM: ek dil se banda ek Rub ka banda banaygaNQSJ 01 HM: do kashtiyon mai sawar doobta hi haiNQSJ 01 HM: aisa nai hosakta ke ek hi shaks naik bhi banay aur bura bhiNQSJ 01 HM: deen mai focus hona perta haiNQSJ 01 HM: tum quran se kuch leletay ho aur kuch chor detey ho?NQSJ 01 HM: daur e jahaalat ki rasam : apni biwi ko maa keh detey to uskotalaaq hojati. is rasam ko zihad kehtey?NQSJ 01 HM: Islam ek khubsurat maashra tayaar kerna chahta haiNQSJ 01 HM: Allah ne farmaya aisa kesay hosakta hai ke biwi maa hoNQSJ 01 HM: dusri jahalat ki rasam: mun bola beta banatayNQSJ 01 HM: Allah ne farmaya ye tumharay mun ki baatein hainNQSJ 01 HM: Allah sachi baat kehta haiNQSJ 01 HM: beta apna beta haiNQSJ 01 HM: her musalmaan ek dusray ka bhai haiNQSJ 01 HM: aisay hi kisi ko chacha, amma, beta keh dena koi buri baatnai.NQSJ 01 HM: magar unko asal mai beta banana sahi naiNQSJ 01 HM: Nabi saw ne Hazrat zaid bin haris jo ghulam the, unko azaadkerkey apna mun bola beta banaya. jis per Makkah ke log aap rz koZaid bin Muhammad kehnay lagayNQSJ 01 HM: jo Allah ka hukum maanta hai woh hukum per chu chira naikertaNQSJ 01 HM: sahih bukhari ' Zaid bin haris ko Nabi saw ne mun bola betabanaya jis per logo ne Aap rz ko ZAid bin Muhammad saw kehna shrukerdia"NQSJ 01 HM: phir surah Ahzaab ayat 5 ke utarnay per Nabi saw ne elaankia ke aaj se zaid rz ko Zaid bin haris kaha jaaeygaNQSJ 01 HM: beta ya beti kehnay se woh gair hi rehta haiNQSJ 01 HM: ye insaaf se ziyada qareeb haiNQSJ 01 HM: hadees' qayamat se qareeb betay apnay baap se durhonagay. dusron ko pasand kereingay magar baap se dur "NQSJ 01 HM: kisi ka bacha leker paal bhi lia to bhi usko apna naam naidesaktayNQSJ 01 HM:

jo pehlay kerchukay woh kerchukayzindagi ke safar mai agay dekhoNQSJ 01 HM: Allah maaf kerta haiNQSJ 01 HM: Tilawat surah ahzaab 1-5 NQSJ 01 HM: Ayat 6NQSJ 01 HM: Nabi saw ki woh muhabbat jo Aap saw ke dil mai Aapkiummat keliye thi uska zikrNQSJ 01 HM: Nabi saw ka zikr aya: ya NabiuNQSJ 01 HM: aula: sub se ziyadaNQSJ 01 HM: Nabi saw mominon se unki zaat se bhi ziyada khair khuwanhainNQSJ 01 HM: mafhoom 1. momin apney liye itnay khair khuwa nai jitnayNabi saw humaray liye khair khuwa hain 2. Nabi saw humaray duniya oakhirat duno ke khair khuawa hainNQSJ 01 HM: sahih bukhri mai Hazrat Abu Huraira rz se riwayat. Nabi sawne farmaya" ager koi momin intaqaal kia to uska maal uske khandaanwalon ko milayga, ager uska qarz hoga to mai bharoon gaaur bachonko mai khayal rakhoonga"NQSJ 01 HM:NQSJ 01 HM:Hazrat Umer rz se riwayat" koi shaks jab tak momin naihosakta jab tak usko apni khuawaish se ziyada shariat piyari na ho"NQSJ 01 HM: (Mafhoom)NQSJ 01 HM: Hazrat Umer rz ne Nabi saw se farmaya ' Aap saw mujhaymeri jaan ke elawa her cheez se piyaray hain' is per Nabi ne farmaya "tum jab tak momin nai hosaktay jabtak tumhein apni jaan se bhi ziyadaNabi saw piyaray hon"NQSJ 01 HM: Paigamber saw ki biwiaan logon ki maa hain; 1. Nabi saw kebaad apki biwiaan dusri shaadi nai kersakteinNQSJ 01 HM: 2. ehtraam hoga 3. gairon se parda 4. wirasat mai gairon sehisa nai hoga. ehtaraamun maa hongiNQSJ 01 HM: jab Nabi saw ne madina hijrat ki to Nabi saw ne Hazrat Anasrz ke ghar per 3 dafa 43 logo ko ansaar ka bhai bana diaNQSJ 01 HM: yani her ansaar ko ek muhajir bhai milaNQSJ 01 HM: Allah ne farmaya ke rishtaydaaron ka pehla haq hai ke unkowirasat se hissa milay, aur madad ki jaaeyNQSJ 01 HM: ansaar itnay khulay dil ke the ke muhajir ko apni adhijaaedaad unko denay ko tayaar the, jis per ye ayt nazil huiNQSJ 01 HM: Islam kisi ki haq talfi kerkey dusron ko dena pasand nai kertaNQSJ 01 HM: wirasat ke haq daar qarabat daar hotay haiNQSJ 01 HM: doston ko wirasat ka hissa nai miltaNQSJ 01 HM: aak kernay ka silsilaislam mai nahein hai. jo aulaadnafarmaan hai uska maamla Allah per. lekin wirasat mai usko purahissa milaygaNQSJ 01 HM: Ayat 7NQSJ 01 HM:

meesaaq: waao, tha, qaaf: mazbut bandhnaye woh ehd hai jo Allah ne sirf Nabiyon as se liya thaNQSJ 01 HM: ek aur ehd the jo Allah ne her banday se liya tha: ehd e alasNQSJ 01 HM: paigambaron se ehd: 1. ager tumhari zindagi mai Muhammadsaw naam ka Nabi saw aya to tum unko maano gay 2. tumhaaray baadjo nabi as aye tum unko bhi maano gayNQSJ 01 HM: Nabiyon ne apni qaum ko bhi yehi sikhayaNQSJ 01 HM: 3. Allah ke ehkaam ko maano gayNQSJ 01 HM: Nabi saw ke zariye se mun bolay betay ki rasm tooti to Nabisaw per thora bojhal thaNQSJ 01 HM: is per Allah ne farmaya ke Aap saw se bhi ehd liya theNQSJ 01 HM: Allah ne Nooh as, Ibrahim as, Moosa as, aur eesa as se yeehd liyaNQSJ 01 HM: Ayat 8NQSJ 01 HM: saadiqeen: Nabi as muraad hain. buhat sachayNQSJ 01 HM: galeez: buhat sakhtNQSJ 01 HM: liyasala mai li ka maani takayNQSJ 01 HM: Allah Nabiyon as se qayamat ke din daryaft kerey ga ke ehdpura kia thaNQSJ 01 HM: kia hum Allah ke hukum per apnay khud sakhta rasm o rivajko tor saktay hain?NQSJ 01 HM: jahan Allah ka hukum aya mujhey usko maanaa haiNQSJ 01 HM: muhabbat to tarap chahti hai ke mai kuch keroonNQSJ 01 HM: humaray under abhi ALlah ki muhabbat nai ayiNQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 9NQSJ AA029 SALSABEEL: 9-27: ghazwa ahzaab ka zikr jis ke waja say is surahka naam haiNQSJ AA029 SALSABEEL: Allah nay ghazwa khandak ke kahani kahani kaytaur per paish na ke, kionkay asel maqsad quran ka guidance haiNQSJ AA029 SALSABEEL: insan Allah ke meded tub pata hai jub insaan Allahkay ehkaam kay mutabiq kaam kerayNQSJ AA029 SALSABEEL: Aye emaan walo: Allah nay humain humaray emaanke nisbet say pukaraNQSJ AA029 SALSABEEL: muslamano ko izat bakshi , aur is may taqaza bhehai kay emaan lanay kay bad ager wo kam na kiay jin ka taqaza hai tuphir tumhara emaan ka faida nahiNQSJ AA029 SALSABEEL: kis yaad karo: Allah ki naimat, ehsaanNQSJ AA029 SALSABEEL: kia tha ehsaan: jab lakshar aa gaye thayNQSJ AA029 SALSABEEL: junood : jundun ke jamaNQSJ AA029 SALSABEEL: meaning: lashkerNQSJ AA029 SALSABEEL: ishara hai mushrikeem aur ird kay kay leshker jo ayethay, unke tarafNQSJ AA029 SALSABEEL: jo leshkr nazer na atay thay: ishara hai farishton ketarafNQSJ 01 HM:NQSJ 01 HM:

background hai ghazwa khandeq kaghazwa khandek / ghazwa ahzaab : hizb 1 garoh. buht saray garoh jama howay thay is liay ahzaab kahtay heinNQSJ AA029 SALSABEEL: is say pehlay 4 ghazwa howayNQSJ AA029 SALSABEEL: 1, ghazwa beder, 2 ghazwa uhud (na fatah nashikst), 3, ghazwa bau nazeer (yahood ka garoh tha aur yahood komadeena say nikal ker khyber may bhaij diya, aik auret ke bay hurmetiper jung chirree), is garoh may say 20 log gaye aur guth jor kia kay submil ker muslims ko khatam kerainNQSJ AA029 SALSABEEL: ghazwa uhud may 70 muslims shaheed hop chukaythayNQSJ AA029 SALSABEEL: ghazwa uhud khatam hoi tu abu sufyaan dhamki dayker gaya tha may aglay saal aon ga , laikin khauf ke bina per na gayaNQSJ AA029 SALSABEEL: abu sufyaan yahood ko dekh ker ab maan gaya ,muslims kay khilaafNQSJ AA029 SALSABEEL: jitni non muslim forces theen, sub jama ho gaye,munafiqeen perday may rehay laikin ander say saazish keNQSJ AA029 SALSABEEL: taarikh may buhut aala muqaam rekhti hai , 5 hijritheeNQSJ AA029 SALSABEEL: 4000 logon ko lay ker madina ke taraf lay chalaNQSJ AA029 SALSABEEL: dhokay say 70 sahaba karaam ko shaheed bhe kerdiya , madina kay qareeb ke jaga . sahab karam ko dhokay saybulaya aur shaheed ker diyaNQSJ AA029 SALSABEEL: sahabi , salman farsi nay meshwera diya ditchkhodnay kaNQSJ AA029 SALSABEEL: hum itnay logon say lerrr nahi saktay , hum khandakkay kinaray per baith ker ander say he bachao kerain gayNQSJ AA029 SALSABEEL: din rat laga ker khandek khodiNQSJ AA029 SALSABEEL: nabi saw nay bhe kaam kia , pait per do do patherbaandh kerNQSJ AA029 SALSABEEL: Allah nay wo waqt yad kerwayaNQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 10-12NQSJ AA029 SALSABEEL: ishara : her taraf say log aye hamla kernayNQSJ AA029 SALSABEEL: us waqt logon kay pass kuch na tha , tooti hoitalwarainNQSJ AA029 SALSABEEL: ap saw bhook piyas ke perwah kiay baghair khandekkhod rehay thay laikin Allah nay meded keNQSJ AA029 SALSABEEL: halaat jaisay bhe hon , irada ker lain tu Allah mededkerta haNQSJ AA029 SALSABEEL: sahaba nay apnay pait per pather baandh liay, lakinkhushi khushi kaam ker rehay thay aur nabi saw unki himmat bandhaarehay thayNQSJ AA029 SALSABEEL:NQSJ AA029 SALSABEEL:

zindagi guzarnay kay 2 rastay : 1/ faraiz ke satah per, is say bhe jannat milay ge in sha Allah. 2. azeemat ka rasta / missionkay sath jeena , is may qurbani deni perti haiNQSJ AA029 SALSABEEL: quran may jung ke kia bat hai? jo log haqeeqat mayapni zindagi behtrerrn chahtay hain, unko in say sebq laina peray gaNQSJ AA029 SALSABEEL: yeh aisa waqt tha kay log Allah kay baray may badgumaan ho gayeNQSJ AA029 SALSABEEL: kabhi kabhi shaitan mukhlis logon kay dilon may bheghalat khial dal deta haiNQSJ AA029 SALSABEEL: jitna dil may nifaaq ziada hota hai utna ziada khatraNQSJ AA029 SALSABEEL: sakht azmaish theeNQSJ AA029 SALSABEEL: jin logon nay nifaaq ka libaas pehna tha wo khul khulker samnay a rehay thayNQSJ AA029 SALSABEEL: azmaish kion ati hai? insaan ko apni bay besi ke yada jaye aur akhret may muamlay may sanjeeda ho jayeNQSJ AA029 SALSABEEL: azmaish k baad selection hoti hayNQSJ AA029 SALSABEEL: azmaish may dal ker Allah humain pakata haiNQSJ AA029 SALSABEEL: muslims us waqt khoob azmaye gaye aur unkaemaan pukhta ho gaya aur azmaesh par poray utrayNQSJ AA029 SALSABEEL: aik momin azmaish may kaisay pora uterta hai? uskoAllah kay waadon ka yaqeen hota hay. islaam ka sath dayta hay.NQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 12NQSJ AA029 SALSABEEL: munafiqeen ka jumla : " maa wa'adanaa.NQSJ AA029 SALSABEEL: ye munafiqou ki baat hayNQSJ AA029 SALSABEEL: konsi bemari munafaqat kiNQSJ AA029 SALSABEEL: munafiqeen kay dil beemar thay , 70 kay qareebmunafiq thayNQSJ AA029 SALSABEEL: jub bhe deen aye ga , aisay log ghalat batain phailaingayNQSJ AA029 SALSABEEL: jo khud naiki nahi karta wo chahta hay koi aur bhinaiki na kareNQSJ AA029 SALSABEEL: ,,,,,,,,,,,Tilawat,,,,,,,,,,NQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 13-14NQSJ AA029 SALSABEEL: munafiqeen ki baatNQSJ AA029 SALSABEEL: gazwa khandaq mushkil halat mei hoiNQSJ AA029 SALSABEEL: aisae moqon per logon ka asal khul ker ata haiNQSJ AA029 SALSABEEL: yasrab madina ka naamNQSJ AA029 SALSABEEL: nabi saw kay madina janay say pehlay sheher kanaam "yesreb" thaNQSJ AA029 SALSABEEL: yasrab purana naam, ab madina tun nabi pooranaam haiNQSJ AA029 SALSABEEL: banu quraiza ke log bad ehdi karne lage tu muslimske ander bahir dushman the, bahir khandaq thi aur ander waaloan kakiya karte ke wo khul ke saamne nahi aate theNQSJ AA029 SALSABEEL:

aur taane milte ke kaha hai rome ke khazaney? aurfarishtoan ki madad kaha? hame farishtoan ko dekhna hai, hamareَ َُْkaam karein,,, ab unnki baat khul ke atai hai . ٌْ۬ َِِ ف ۡ َََُ ِِ ۡ ََ ۡۡٔذ ِ ۡ فٱر ُ ج َ ْْۚ عوا َّْ مْٱل َّن ِب ى ُِ منۡ ُہ NQSJ AA029 SALSABEEL: 2 maani iss jumle keNQSJ AA029 SALSABEEL: 2, farjioo se muraad deen se palat aao; deen mushkilNQSJ AA029 SALSABEEL: 1, aur aik ye ke jang se laut aao, halanke ye gunahkabeera haiَ ُْNQSJ AA029 SALSABEEL: ى َّْ مْٱل َّن ِب ۡ َََِ ٌ۬ َِِ ف ُ ِِ ۡ ََ ۡۡٔذ َ aik garoh nabi se ijazatُ ْمنۡ ُہ maangte , gharoan ki hifazat ke bahane; medaan e jang se bhaagne kebahanoan mei se aikNQSJ AA029 SALSABEEL: nabi s.a.w naram tabiyat ke the aur maan lete baatlogoan ki. ye log waapis palat ke aur bigaar paida karte. aur agar aiseho tu pehli jaga mojood log jab kam hote dekhein log tu honsle toot tehainNQSJ AA029 SALSABEEL: Allah bata rahe hain ye waapis jaane ka bahana hai ye bahane kar ke faraar chahte hainNQSJ AA029 SALSABEEL: jo log duniya ko behtareen karna chahein aur qeematdeen se lein tu galat hai-duniya sajane , barhaane ki qeemat deen sedein tu fitna haiNQSJ AA029 SALSABEEL: har wo cheez ko maqsad pe galib aaye aur insaan kafocus khatam ho tu fitna/aazmaish - islam ache kaproan aur gharsajane se mana nahi karta lekin check rakhna haiNQSJ AA029 SALSABEEL: munafiq duniya se darta aur duniya ke liye jeeta hai,momin Allah ke liye . wo duniya se na darta hai na hi unnki tareef kifikar karta haiNQSJ AA029 SALSABEEL: Highlight; ِارا َ ِ إُِْ َُ َِِ ُدََُ ْإِ ََّّلْف hamara ye haal tu nahihota kissi naiki ke moqa pe?NQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 14NQSJ AA029 SALSABEEL: jab duniya ki dawat mile tu tayaar, chahe koi bhiwaqt ho, deen/naiki ka moqa ho tu bahane ke ye konsa waqt par bularahay hoNQSJ AA029 SALSABEEL: Allah nay kaha ye jayein gay aur fitna phelaein gayNQSJ AA029 SALSABEEL: islami hakoomat raij ho tu irtadad ki saza qatal haiNQSJ AA029 SALSABEEL: Ayah 15NQSJ AA029 SALSABEEL: aaj inn se ehad kar rahe hain, pehle allah se karchukayNQSJ AA029 SALSABEEL: ye konsa ehad tha? ye ehad jang e uhad ke baadmunafiqoan ne kiya tha ke ab koi jang ka moqa aya tu ham zaroor larke dikhayein geNQSJ AA029 SALSABEEL: lekin moqa aya tu phir bhaag gaye, allah kehte hianye waade kar ke palatne waale log hainNQSJ AA029 SALSABEEL: TILAWAT NQSJ AA029 SALSABEEL:

*** tafseer Aayah 16 Onwards ***Ghazwa e khandak ka kissa contNazimah24 SP: muslims ke liye aazmaish ke maukeNazimah24 SP: jaha takleef uske baad kher bhi aati he, but jaha aazmaishwaha khote/munaafik log bhi aate heNazimah24 SP: ye log nabi ke saath waade kar ke peeche fir rahe theNazimah24 SP: ek aisa insaan jo maut ke darr se bhaage, uska ilaaj kiyagayaNazimah24 SP: kaha tak bhagoge? takdeer, Allah ke hukam se bach sakteho?Nazimah24 SP: tum bhaago, maut nahi bhaagegiNazimah24 SP: agar maidaan e jang se bache to kahi or maare jaaoge.Nazimah24 SP: Munafiq faraar ki chaa kyu rakhte?Nazimah24 SP: inko hamesha fikar ke koi museebat peeche naa pade, koiduniya ya maal ki cheez chodni naa pade.Nazimah24 SP:

aisa nai hosakta ke ek hi shaks naik bhi banay aur bura bhi NQSJ_01_HM: deen mai focus hona perta hai NQSJ_01_HM: tum quran se kuch leletay ho aur kuch chor detey ho? NQSJ_01_HM: daur e jahaalat ki rasam : apni biwi ko maa keh detey to usko talaaq hojati. is rasam ko zihad kehtey? NQSJ_01_HM: Islam ek khubsurat maashra tayaar kerna chahta hai

Related Documents:

The importance of Translation theory in translation Many theorists' views have been put forward, towards the importance of Translation theory in translation process. Translation theory does not give a direct solution to the translator; instead, it shows the roadmap of translation process. Theoretical recommendations are, always,

Accepted translation 74 Constraints on literal translation 75 Natural translation 75 Re-creative translation 76 Literary translation 77 The sub-text 77 The notion of theKno-equivalent1 word - 78 The role of context 80 8 The Other Translation Procedures 81 Transference 81 Naturalisation 82 Cultural equivalent 82 Functional equivalent 83

translation, idiomatic translation and communicative translation. From 116 data of passive voice in I Am Number Four novel, there is 1 or 0.9% datum belongs to word-for-word translation, there are 46 or 39.6% data belong to literal translation, there is 1 or 0.9% datum belongs to faithful translation, there are 6 or

** Department of English, Maulana Azad National Urdu University – MANUU, Gachibowli, Hyderabad, India Abstract: Translation is a multifaceted process—linguistic, cultural, continuous and contradictory. Any language benefits from translation activity. Urdu also enriched itself with translation. Every translation is a part of literature, which is a translation in itself. Translation of .

Introducing Translation Studies ‘Introducing Translation Studies is among the few very best textbooks on translation studies that brings together translation theory and practice. In the book, Munday has done a superb job in presenting the myriad of up-to-date translation theories in a File Size: 1MB

Therefore the translation of Arabic Quran in any other language is usually an explanatory translation. Imam Ahl-e-Sunnat Shah Ahmed Raza Khan's Urdu translation knowd as Kanz-ul-Eeman is an explanatory translation. This explanatory translation of Urdu was completed in the beginning of 20th Century i.e. 1910.

neural machine translation (NMT) paradigm. To this end, an experiment was carried out to examine the differences between post-editing Google neural machine translation (GNMT) and from-scratch translation of English domain-specific and general language texts to Chinese. We analysed translation process and translation product data from 30 first-year

Accounting is an art of recording financial transactions of a business concern. There is a limitation for human memory. It is not possible to remember all transactions of the business. Therefore, the information is recorded in a set of books called Journal and other subsidiary books and it is useful for management in its decision making process. AcroPDF - A Quality PDF Writer and PDF Converter .