Juz 7 : Questions And Answers - Darul Arqam

3y ago
391 Views
39 Downloads
426.88 KB
10 Pages
Last View : 2m ago
Last Download : 2m ago
Upload by : Baylee Stein
Transcription

Juz 7 : Questions and AnswersJuz 7 Part 1Q1. Ayat 83- Kiski Ankhen Aasoun Se Tar Hai Aur Kyun ?A1. Jo Isai Allah Ta’ala Ki Nazil Ki Hui Injeel Par Yakeen Karte Hai, Who Quran Sunte HiSamajhlete Hai Ki Yeh Allah Ka Nazil Kiya Hua Kalaam Hai To Unki Ankhen Aasoun Se Tar HotiHai.(Nasara – Habasha Ka Badshah Najashi).Q2. Habsa Ke Badasha Najashi Kay Iman Lane Kay Waqeye Kay Baare Main Aap Kya Jaante Hai?A2. -Musalmaan Ki Habsha Hijrat Karne Kay Baad, Quraish Ne Unko Wapas Lane, Habsha ApneAadmi Bheje.-Unlogo Ne Waha Ke Padriyon Se Milkar Saazish Banayi.-Unlogo Ne Musalmano Ko Bad-Deen Kaha.- Habsha Ne Musalmano Ki Bhi Baat Suni Aur Harzat Jaafar(Ra) Ne (Saws) Ke Paigam Aur SurahMaryam Ki Ayat Sunai Toh Wo Iman Laye.Q3. Ayat 85 Muhsineen Ki Kya Jaza Hai? Ehsaan Kya Cheez Hai? Kafiroon Ki Kya Saza Hai?A3. Muhsineen Ki Jaza Jannat Hai.Apne Haqq Se Kam Lena Aur Dooro Ke Haqq Se Zyaada DenaEhsaan Hai(Ibaadat Main Ehsaan Hadith E-Jibreal(As) Allah Ki Ibadat Aise Karo Jaisey Tum UseDekh Rahe Ho Aur Agar Tum Use Dekh Nahi Rahe Toh Who Tumhe Dekh Raha Hai). Har NekAmal Ehsaan Hai. Bandon Se Ehsaan Maali Aur Badani. Kaafir Jahannam Kay Saathi Hai.Q4. Ayat 87-88 Se Aapne Kya Seekha? Hame Khane Peene Kay Mamale Me Kya RawaiyaEktiyaar Karna Chahiye?A4. Jo Allah Ne Halal Karaar Diya Use Apne Oopar Haram Maat Karo. Halal Jo Apne Zaat MeHalal Ho – Aur Tayyib Jo Kamai Ka Zariya Ho Wo Bhi Pakeeza Ho.Koi Bhi Halah CheezBaatil(Haram) Tareeqe Se Kamayi Hui Ya Chori Ki Na Ho. Halal Khanna Khana Bhi Ibaadat HaiKyunki Jismani Zarooarat Ko Puri Karhne Wali Ghiza Se Insan Sehat Mand Rehta Hai Aur IbadatAcchi Tareeqe Se Kar Sakta Hai.Q5. Qasm Kitne Kism Ki Hai1.2.ٌ لِقو - Be Irada –Laghw – Allah Maaf Kar Dete Hai. ُغمُوس - Jhooti Kasme – Kaffarah Taubaٌ مُفقدة - Baat Main Pookhtagi – Kaffarah.3.Q6. Ayat 89 Qasm Khakar Todne Ke Liye Kya Hukm Hai?A) Qasm Khakar Todne Ke Liye Kaffarah Hai - 10 Miskeen Ko Khanna Khilana Ausat Darje Ka JoHum Khilate Ho Apne Ghar Walo Ko Ya Utne Hi Kimat Kay Kapde Ya Ek Gardan Azad Karna –Agar Yeh Teen Na Kar Pao To Roza Rakhna Hai 3 Din Musalsil.www.livequraneverymoment.orgP a g e 1

Juz 7 : Questions and AnswersQ7 Qasmon Ki Hifazat Ka Kya Matlab Hai ?A7. 1) Qasme Kasrat Se Na Khanna – Ye Munafiqeen Ki Sifaat Hai.2)Qasam Khake Todna Nahi.3) Tode To Kaffara Dena.4) Ghair Allah Ki Qasam Nahi Khanna.5) JhoothQ8. Ayat 90 ) Khamr Kya Cheez Hai? Kitni Mighdaar Me Lena Haram Hai?ٌ ُشكرٌحرا ُم ُكلٌمُشكرٌخمرٌُوٌ ُكلٌُّم َKullu Muskirin Khamr Wa Kullu Muskirin Haram – Har Nashawar Cheez Khamr Hai Aur HarNashawar Cheez Haram Hai . ماٌأسكرٌكثيرهٌفقليلهٌحرام Jo Cheez Nasha Kare Wo Thodi Mighdaar Me Bhi Haram Hai.Q9. Ayat 90) Khamr,Maysar, Nasab Aur Azlaam Ke Lafzee Mayne Likhiye. Inke Bare Me KyaHukm Hai?A9. Lafzee MayneKhamr : Dhampna(Jo Aqal Ko Dhaamp De).Maysar: Wo Maal Jo Aasani Se Haasil Ho(Bagair Kisi Mehnat Ke).Nasab: Gadhi Hui. Wo Paththar Jo Ibadat Ke Liye Gaadhe Jaye.Azlaam: Teer – Wo Teer Jisse Kismat Ka Haal Patta Chale.Sab Haram Gandi Cheez Hai(Rijz) Shaitani Kaamo Me Se Hai.Rahman Ke Bando Ke Liye Nahi HaiQ10. Ayat 91 ) Khamr Aur Maysar Ke Nuksanat?A10.Khamr Rokta Hai Hume Namaz Se Aur Allah Ke Zikr Se. Aur Maysar Bando Ke Beech AdawatAur Bughz Paida Karta Hai. Ye Do Cheezein Allah Se Taaluq Kharaab Karti Hai Aur Bandoon KeBeech Taaluq Kharaab Karti Hai. Dushmani Aur Bughz Daalta Hai Insaano Ke Beech. Allah Ke Zikr Se Rokta Hai. Namaz Se Rokta Hai.Q11. Ayat 93 - Ki Shane NuzoolA11. Jung Se Uhud Main Boohat Se Sahaba Nashe Ki Halat Shaheed Ho Gaye. Sharaab Ka HukmAne Ke Pehle Unhone Piya Tha To Sahaba Ka Dil Me Dar Tha Aur Woh Nabi(Saws) Se PoochteHai Kya Iski Pakad Hai – Nabi(Saws) Kehte Hai Nahi.Q12. Ayat 94 - Ki Shane NuzoolA12. Musalmaan Jab Suleh Hudaibiyah Ke Safar Par Jaa Rahe To Halate – Ehraam Me The,Boohat Jaanwar Itne Kareeb Aajate They Ki Unke Kaimey Tak Aate They – Toh Us Waqt Allah NeYeh Ayat Nazil Ki Aur Rok Diya Unko Shikaar Se Jiske Woh Boohat Shaukeen The.www.livequraneverymoment.orgP a g e 2

Juz 7 : Questions and AnswersQ13. Halate Ehraam Se MuraadA13. Ehram Ki Haalat Aur Hudood E Haram Me.Q14. Halate Ehraam Me Kis Tarah Ka Shikaar Jazyaz Hai Aur Kis Tarah Ka Nahi ? Jungle Aur Maidaan Me Khel Ke Liye Haram Hai. Maal Aur Jaan Ki Hifazat Ke Liye, Hamla Karne Wale Jaanwar Ko Maar Sakte Hai. Samandar Ka Shikaar Halal Hai. Roz Marra – Khane Ke Liye Saath Ka Jaanwar Zubah Kar Sakte Hai.Q15. Ayat 95 - Halate Ehraam Me Kisi Se Shikaar Karne Wali Galti Ho Jaye To Uske Liye KyaHukm HaiA15. Halate Ehraam Me Kisi Se Shikaar Ho Jaye To Uske Liye Hukm Hai Ki – Usi Ke ManindMuweshi Jaanwar Dena Hoga Sadaqa Karke(Oonte, Gaay, Bhed, Bakari). Jis Darje Ka Shikaar HoUsi Darge Ka Kaffarah Ya Us Jaanwar Ke Barabar Qeemat Se Miskeeno Ko Khana Khilaya Jaye YaUsi Khanne Ke Barabar-- Roze Zaati Takhaddus Ke Liye Nahi, Ek Imtihaan .Q16. Ayat 97 Kin Cheezo Ki Hurmatein Batati Gayi Hai ? Inki Hurmatein Kaisi Hai?A16. 1 ) Khanney Kaaba : For Ummrah, Hajj, Tawaf, Qibla. 1 Namaz 1 Lakh Namazein.2) Shehrul Haram : Zil Qadah, Zil Hijjah,Muhurrum, Rajab Inme Jung Haram.3) Hadi And Qalaid : Zubah Only In Haram.Marna Nahi, Tang Nahi Karna.Q17. Ayat 100 Is Ayat Me Khabees Aur Tayyab Kya Hai? Iske Baare Main Rosool(Saws) Ne KyaKaha?A17. Zahiri, Batani – Maal Aur Iman Ke Aitbaar Se Napaak Aur Khabees.Tayyab – Har Woh Cheez Jo Zahiri Aur Batani Me Paak Hai.Thoda Maal Jiska Shukr Ada Kiya JayeKhabees Se Behtar Hai. Haram Se Bachcho.Q18. Ayat 101 Ka Shanne Nuzool . Ghair Zaroori Sawwalon Ke Baare Me Kya Kaha Gaya Hai.A18. Mushrikeen – E –Makkah Aap(Saws) Se Ghair Zaroori Sawal Karte The Jaise Unka BaapKaun Hai, Unki Gumshuda Oothni Kaha Hai Etc.Ghair Zaroori Sawal – Isse Sakhtiyan Badhti Hai.Q19. Jin Maamlat Ka Quran Aur Sunnat Me Zikr Nahi Hai, Uske Peeche Wajah Kya Hai? UnMamlon Me Hume Kya Karna Chahiye?A19. (Hikmat Aur Rehmat) Allah Un Maamlon Ko Bhoole Nahi Hai, Lekin Allah Ne Insan ParSakhtiyan Na Ho, Us Wajah Se Khamosh Rahe. Hume Bhi Khamosh Rehna Hai.Q20. Baheera, Saayeba, Waseela Aur Ham Kya Hai?A20. Mushrikeen Insab Jaanwaro Ko Buthon Ka Naam Waqf Karte .Inse Kaam Nahi Lete, Na InkoKhaate. Inko Khud Par Haram Kar Lete. Koi Kaam Karaye To Saza Dete The.Q21. Baap Dada Ke Chalte Hue Aarahe Riwajoon Ya Tareekon Ke Baare Me Aapka Kya AqeedahHai?A21. Agar Woh Sahi Raah Par Hai Toh Unki Pairvi Karni Chahiye. - Unke Aqaid Galat Ho JinmeShirk, Bid-Daat Aur Quran Aur Sunnat Ke Khilaaf Amal Ho Unko Reject Karna Chahiye.www.livequraneverymoment.orgP a g e 3

Juz 7 : Questions and AnswersQ22. Ayat 106 Me Kis Wasiyat Ka Zikr Hai?1. 1/3 Maal Ki.2. Maal Ke Alawa Kisi Aur Cheez Ki.3. Karz Ka Lena Ya Dena.4. Maal Ke Taqseem Shariat Kay Mutabiq Ho Uska.Q23. Ayat 106, 107,108 - Kaafir Ki Gawahi Kab Le Jaa Sakti Hai? Jis Shaks Ki Wasiyat Di Jaye UseKya Kehte Hai? Agar Wasiyat Lene Wala Khayanat Kare To Waaris Ko Kya Karna Chahiye? Jab Musalmaan Available Na Ho Toh.1. Wasi.2. Wasi Ko Namaz Ke Baad Bulakar Sab Ke Samne Allah Ki Qasam Dilwana Ki Woh JhootaNahi3. Uske Baad Bhi Agar Us Kay Against Shaq Ya Proof Ho To Khud Kasam Khanna Ki WoJhoote Aur Khud Sachche.Q24. Ayat -110 Allah Ne Isa(As) Aur Unki Maa Ko Kin Kin Nematon Se Nawaza?A24. Maa Tamaam Jahan Walo Par Unko Chun Liye Aisa Beta Diya Jaisa Kisi Ko Nahi. Wiladat Ke Waqt Unki Allah Ne Madad Ki, Pani Ke Chasme Jari Kiye,Khajoor Tapkaye. Unke Hujre Main Allah Rizk Bhejtey. Isa(As) Ne Jhoole Me Baat Kar Ke Unki Difa Ki. Unko Siddiqeen Ka Title Mila. Unka Naam Quran Me Liya Gaya.Isa(As) : Maujuzaana Paidaish.Jhoole Me Baat Ki.Adhed Umar Me Duniya Me Aayege.Allah Ne Unhe Kitab Aur Hikmat Di.Taurat Ka Ilm Diya.(Reading And Writing)Injeel Unpar Naazil Ki.Woh Parinde Banakar Jaan Daalte.Paidaishi Andhe Aur Kodhiyo Ko Theek Karte.Murda Zinda Hote.Bani Israel Se Bachcha Kar Unko Allah Ne Apne Pass Utha Liya.Q25. Ayat 111- Wahi Kitne Kism Ki Hoti Hai ? Hawariyon Par Kis Tarah Ki Wahi Naazil Hui?A25. 1- Sharai – Jo Farishte Ke Zariye, Paigambar Ki Taraf.2- Ilham Ya Ilqah - Dil Me Baat Daal Di Jana.Q26. Maidah Kise Kehte Hai? Maida Ke Waqiye Kay Bare Me Aap Kya Jante Hai?A26. 1) Khanna Laga Hua Dastarkhaan Or A Table Set With Food.2) Hawariyon Par Aasman Se, Allah Ki Taraf Se Naazil Hua Jispar Rotiyan Aur Machli Thiwww.livequraneverymoment.orgP a g e 4

Juz 7 : Questions and Answers3) Unhone Khaya Aur Khayanat Ki To Saza Me Bandar Aur Khinzeer Bana Diye Gaya.Q27. Ayat 116,117,118 Qayamat Ke Din Allah Isa(As) Se Kya Sawal Karege? Woh Kya JawabDenge? Isa(As) Ke Jawab Se Kis Cheez Ki Wazahat Hoti Hai? Ki Kiya Isa(As) Ne Unhe(Unki Qawm Ko) Do Ilaah Bannane Ka Hukm Diya. Wo Jiska Haqq Nahi Rakhte Wo Hukm Nahi Diya Aur Aisa Karte To Allah Jaanta. Paighaam Bachayege Nahi. Rasool Ka Pallu Pakad Kar Hum Jannat Nahi Jaa Sakte –Amaal.Q28. Ayat 118 Ke Baare Me Kya Khaas Baat Hai?A28. Ye Ayat Rasool(Saws) Ne Ek Raat Bhar Tilawat Ki Aur Apni Ummat Ke Liye Dua Ki , To AllahNe Unhe Shifat Ki Ijazat Di.Q29. Allah Bando Se, Bande Allah Se Kaise Raazi Honge?A 29. 1) Unko Janaat Me Dakhil Kar Ke.2) Janaat Pa Kar.Q30. Anaam Ka Matlab : Mawashi, CattleQ31. Sure Anaam Makki Surat Hai.Q32. Makki Aur Madani Suraton Ke Mazameen Me Kya Farq Hai?MakkiMadaniTawheed.Ehkaamat.Akhirat .Ahle Kitab Aur s(Ek Surat –Lao Etc).Q33. Sure Anaam Ke Nuzool Me Kya Koi Khaas Baat Hai?A33. 70,000 Farishte Laye – Ek Raat Me Poori Ki Poori Nazil Huyi.Q34. Ayat 1-3allah Apni Kya Pehchan Bata Rahe Hai?Is Se Mushrikeen Ke Kaise Aqaid Ki TarteedHo Rahi Hai? Allah Ne Hi Aasman, Zameen, Andhere, Raushani Banaya. Usne Insan Ko (Adam(As))Ko Mitti Se Banaya, Phir Maut Dega Phir Qayamat Me Uthayega. Usi Ke Liye Hai Jo Aasman Aur Zameen Me Hai, Woh Zahir Aur Poshida Sab Ka Ilm RakhtaHai. Sab Ke Alag Alag Khuda Nahi Balke Ek Allah Ne Sab Ko Paida Kiya.Q35. Ayat 6 – Is Ayat Me Allah Kis Se Muqatib Hai? Kya Keh Rahe Hai Aur Kyun?1. Mushrikeen E Makkah2. Unko Apni Qawm Ki Quwwato Par Ghuroor Tha , To Allah Keh Rahe Hai Ki Kufr Ki Wajah SeUnse Bhi Zyada Behtar Qaumein Halak Hui.www.livequraneverymoment.orgP a g e 5

Juz 7 : Questions and AnswersQ36. Ayat 8-9 Allah Ne Rasool Ko Farishta Kyun Nahi Banaya?A36. 1) Fariston Ko Insan Dekh Nahi Sakta, Toh Usko Insaan Ki Shakal Me Hi Aana Padta –Confusion Aur Badh Jaata.2) Koi Amal Batate To Log Kehte Ye To Farista Hai, Hum Kaise Kar Sakte Hai.Q37. Ayat 12 Allah Ne Apne Upar Kya Fard Kar Liya Hai ? Aap Iske Bare Me Kya Soochte Hai?A37. Rahmat. Har Takleef Ke Peeche Bhi Koi Hikmat Ya Rahmat Hogi.Q38. Ayat 17 Nafa Aur Nuksan Ke Pahuchne Ke Bare Me Aap Kya Jaante Hai?A38. Sirf Allah Pahuncha Sakte Hai. Tamam Jahan Milkar Bhi Utna Hu Nafa Aur NuksanPahuncha Sakte Hai Jitna Allah Chahe.Q39. Ayat 16 Sabse Badi Kamyabi Kya Hai ?A39. Jise Allah Ne Apni Rehmat Se, Azab Se Bacha Liya.Q40. Ayat 19 – Allah Ne Quran Ko Kyu Wahi Kaha?A40. Taaki Logon Ko Iske Zariye Khabardaar Kare.Q41. Ayat 21-22 Kaafir Allah Par Kaisa Jhooth Gadhte Hai?Qayamat Ke Din Unka Kya Haal Hoga? Allah Ki Aulad Hai Khud Se Halal Haram Kehke Allah Se Mansoob Karte. Koi Sifat Ya Baat Ko Allah Allah Se Mansoob Karte.Q42. Ayat 25 -Pehle Ke Kahaniyon Ka Zikr Yaha Kyun Hai?A42. Jin Waaqiyat Ka Zikr Quran Me Ibrat Ke Liye Hai,Mushrik Log Kente Hai KiYeMuhammad(Saws) Ne Pichlon Ki Kahaniyaan Purani Kitabo Se Li Hai.Q43. Ayat 26 Ko SamjhaiyiyeA43. Mushrik Khud Allah Ke Rasool(Saws) Ki Aur Unki Baaton Se Rukte Aur Doosro Ko Rokte.Saws Ke Chacha Etc Logo, Abu Jahl, Abu Sufiyan, Akhnas Bin Shuraiq Se Unko Bachate LekinKhud Iman Na Late – Ruk Jaate.Q44. Abu Jahl Aur Doosre Kuf-Far Ka Rasool(Saw) Ke Bare Me Kya Khayal Tha ? Koi Daleel. UnkeMuqalafat Ki Wajah Kya Thi?A44. 1) Ke Woh Sachche Nabi Hai.2)Woh Chip Chipkar Quran Sunte.3)Sardaari Aur Power Jane Ka Daar.Q45. Ayat 30 Kuf-Far Ko Azaab Kis Wajah Se Diya Jaa Raha Hai?A45. Kufr Ki Wajah SeQ46. Qayamat Ki Ghadi Kaise Aayegi?A46. Achanak, Log Apne Kaamo Me Mashghool Hoge, Khareedo Farokth Me Busy Hoge.Q47. Ayat 32 Duniya Aur Akhirat Ki Zindagi Ke Bare Main Aap Kya Jaante Hai?A47. Duniya – Machchar Ke Par Se Adni AurQaidkhanna Momin Ke Liye – No Value. Jannat For KaafirAakhirat – Behtar For Taqwa Wale.www.livequraneverymoment.orgP a g e 6

Juz 7 : Questions and AnswersQ48. Ayat 34 – Pichlei Rasoolon Ki Qaum Ne Unpar Zyadati Ki Toh Rasoolon Ne Kya Kiya?A48. Sabr.Q49. Ayat 35 Is Ayat Se Aap Kya Samjhe ?A49. 1) Rusul – Muajuzon Ka Ikhtiyar Nahi Karte.2)Allah Chahte Toh Muajuza Dikha Sakte Hai – Lekin Usme Hikmat Hai.3)Iman Dilwane Mushrikeen Ki Demands Poore Karna Naadani Hai.PARA 7 PART 2 (SECOND HALF)Q1. Ayat 36 Murda Kaun Hai?A1. Kaafiroon Ki Aur Maujuze Talab Karne Waalo Ki Murdo Se Tashbeeh Ke Jaa Rahi Hai.Q2. Allah Ne Unki Maujuzon Ki Mang Ko Pura Kyun Nahi Kiya?A2. Allah Maujuzon Ki Qudrat Rakhte Hue, Na Karne Ke Peeche Uski Hikmat Hai, KyunkiMaujuze Dikhaane Ke Baad Iman Na Lane Wali Qaum Halak Ho Jati Hai.Q3. Ayat 38 – Kaunsi Kitab Hai ?Usme Kya Likha Hai?A3. Lohe Mehfooz. Tamaan Jaanwar Ki Ginti, Rizq, Naam, Harkatein Etc.Q4. Badi Musibaaton Me Mushrikeen Allah Ko Pukarte Hai.Q5. Insan Ki Fitrat Me Tawheed Hai.Q6. Ayat 46 Takleefein Aur Azaab Kyun Aate Hai ?A6. Taki Bande Aajizi Kare.Q7. Taklifon Aur Azaab Par Kaafir Aajizi Nahi Karte.Q8. Ayat 44 – Abwaab, Daarwaze Se Kya Muraad Hai?A8. Maal, Rizq, Daulat , Status. Iska Milna Bhi Aazmayash Hai.Q9. Ayat 25- Allah Ki Tareef Kyun Ki Jaa Rahi Hai?A9. Allah Ne Kaafir Qawmon Ki Jaden Kaat Kar Insaniyat Aur Duniya Ki Bhalai Ki, Is Liye.Q10. Kisi Qawn Ki Nafarmaniyin Ke Bawajood Allah Unki Qaheshaat Ke Muttabiq Unko Deta Hai.Iska Matlab?A10. Allah Unhe Dheel De Rahe Hai,Taki Ek Din Unko Achanak Pakde.Q11. Ayat 48 Rasoolon Ko Allah Ne Kyun Bheja?A11. Khush Khabree Dene Aur Daarane.Q12. Khauf Aur Gham Kya Hai ? Kise Nahi Hoga?A12. Khauf : Future – Aakharat.Gham – Past – Guzaari Hui Zindagi.Q13. Kya Rasool(Saws) Ko Ghaib Ka Ilm Tha?A13. Nahi(Ayat 50).www.livequraneverymoment.orgP a g e 7

Juz 7 : Questions and AnswersQ14.Ayat 50 - Andhe Aur Dekhne Wale Kaun Hai?A14. Andhe – KaafirDekhne Wale – Musalmaan.Q15. Ayat 52- Samjhaiyiye.A15. Jab Rasool(Saws) Ki Mehfilon Me Ameer Ya Rutbe Wale Log Aate The To Wo MutalibaKarte Ki Wo Gareeb Logo Ke Saath Nahi Baithenge. To Allah Ka Hukm Hai Ki Jo Allah Ko SubahSham Pukaarte Hai Unhe Mat Dhutkaro.Q16. Ayat 54 – Allah Ne Khud Par Rehmat Farz Ki Hai.Q17. Ayat 54 – Jahalat Me Kiye Gaye Gunnah Ka Kya Hoga?A17. Taubaa Aur Islaah Par Maafi.Q18.Ayat 57 – Isme Raushan Daleel Quran Hai .Q19. Ayat 57 – Mushrik Kis Cheez Ki Jaldi Karte Hai?A19. Azaab Ke Aane Aur Qayamat.Q20. Ayat 59 – Kitaabum Mubeen Lohe Mehfooz Hai.Q21 Ayat 60 – Wafaate Sughra Aur Kubra Kya Hai? Iska Zikr Yaha Kyun Hai?A21. Sughra – Neend.Kubra – Maut.Mushrikeen-E-Makka Ko Marne Ka Baad Uthne Par Yakeen Nahi Tha.Yaha Allah Wafaat SughraKa Example De Kar Samjha Rahe Hai, Ki Jis Tarah Neend Ke Baad Insan Oothta Hai Usi Tarah MatKe Baad Bhi Oothega.Q22. Inme Farq Bataiye.Koi Bhi Kaam, Bil Iraada Ya Bila Iraada – Dil Ka Kaam Ya Saas Lena. فعل صنع عمل كسب جرح Mahraat Se Kaam Karna.Iraade Se Kiya Jane Wala Kaam . Reading, Writing.Wo Kaam Jisme Nafa Matloob Ho.Accha Ya Buraa Kaam Jisme Koshish Shamil Ho.Q23. Ayat 61 Muhaafiz Farishton Ka Kaam Kya Hai?A23. Amaal Ki Hifazat Karna.Insan Ki Hifazat Karna.Amaal Naama Likhna.Q24.Iliy-Yeen Aur Sijeen Kya Hai?A24. Iliy-Yeen : Nek Logon Ke Amaal Name Yaha Rakhe Jate Hai. Roohein Bhi Iliy-Yeen MainRakhi Jati Hai.www.livequraneverymoment.orgP a g e 8

Juz 7 : Questions and AnswersQ25. Rasool(Saws) Ne Apni Qaum Ke Liye Kaunsi 3 Duaen Ki? Unme Se Kaunsi Qubool Hui AurKausi Nahi ?Unki Qaum Zameen Me Na Dhase(Yes),Ummat Ka Koi Aisa Dushman Naa Chaye Ki Poori Qaum Ka Safay Akar Se (Yes) ,Aisa Hakim Musallat Na Karna Jo Unke Deen Ka Dushman Ho ( ),Wo Log Apas Me Naa Lade (No).Q26.Rasool(Saws) Ki Qaum Par Nisyaan(Bhool) Ki Pakad Hai.Q27. Ayat 70 – Khaulte Pani Aur Dard Naak Azaab Kis Ke Liye Hai?A27. Kafiroon Ke – Jo Quraan, Rasool, Aakharat, Jahannum Ko Jhutlaaye. Allah Ki Ayat KaMazaak Udaye. Duniya Ki Zindagi Ko Haq Samjhe Aur Usi Me Mashgool Na Ho Jaye.Q28. Ayat 73 - Soor Ke Bare Me Aap Kya Jaate Hai?Ans. Soor - Narshingha,Farishta – Israfeel,Ghabrahat, Behoshi, Allah Ke Saamne Khade Hone Ka.Q29. Ibraheem As Ke Bare Me Aap Kya Jaante Hai?IBRAHEEM A.S Waalid – Aazar – Tareh Or Tariq, Born In Urr City, Unki Qaum Budh Parast They, Unke 50,000 Mabood They. Nan-Naar-Chand Devta Ki Wo Log Pooja Karte, Ibraheem (As) Ka Ghar Aur Walid Bhi Shirk Me Mubtelaa They, Ibraheem (As) Khud Bhi Tawheed Par They Aur Doosron Ko Bhi Iski Taraf Dalaayal PeshKarke Bulaate.Q30. Ayat 79.80 – Jab Ibraheem (As) Ne Declare Kiya Ke Wo Zameen Aur Aasmaan Ke BananaWale Ke Liye Yaksoo Hokar Khud Ko Supurt Karte Hai To Unki Qaum Ne Kya Kiya? Ibraheem (As)Ka Kya Jawaab Tha?Ans. Un Logon Ne Unko Daraaya Ke Unke Buth Ibrahim (As) Ko Halaak Kar Denge. Us ParIbraheem (As) Ne Kaha Ki Allah Ki Marzi Ke Binaa Kuch Nahi Ho Sakta.Q31. Ayat 86 – Isme Zulm Kya Hai?Ans. Shirk.Q32. Ayat 93 – Sabse Bade Zaalim Kaun Hai?Ans. 1. Jo Allah Par Jhooth Gadhe, Koi Baat Allah Se Mansoob Kare, Allah Ki Aulaadein BanayeEtc,2. Naboowat Ka Daawa Kare,3. Allah Ke Kalaam Ki Tarah Kalaam Pesh Karne Ka Dawaa Kare.Aise Logon Par Sakti Waali Maut Ayegi.Q33 – Insaan Ko Duniya Se Kaise Lautna Hai/Ans. Akela, With Amaal Naama, Dunniya Peeche Reh Jaayegi, Waheen Koi Sifaarshi Naa Hoga.Q34. Ayat 97 – Sitaaron Ke Hone Ke Kaun Kaun Se Maqsad Quran Me Bataaye Gaye Hai?www.livequraneverymoment.orgP a g e 9

Juz 7 : Questions and AnswersAns. Zeenat, Aasmaan Me Khabar Lene Jaaane Waale Jin – Non Par Aag Banker Barasnaa,Raaste Ki Shinaakht.Q35.Ayat 98 – Mukarrar Rehne Ki Jagah --------------- Mother’s Womb (Rahm) Supurd Karne Ki Jagah ---------------- Qabar.Q36. Ayat 100 – Ahle Arab Jin-Non Ko Kyu Shareek Banaate?Ans.Unme Unse Panaah Maangna Aam Tha. Buth Parasti Jin Hi Unhe Sikhate. Wo SamajteKi Jinn Unko Nuksaan Pahun Chaayenge, To Nuksaan Se Bachne Unki Ibaadat Karte.Q37. Ayat 108 – Mushrikeen Ke Maboodon Ko Gaali Kyun Nahi Dena Chahiye?Ans.Wo Reaction Me Allah Ko Gaali Denge. To Anjaam Ko Nazar Me Rakh Kar Kaam KarnaChahiye.www.livequraneverymoment.orgP a g e 10

Q24. Ayat -110 Allah Ne Isa(As) Aur Unki Maa Ko Kin Kin Nematon Se Nawaza? A24. Maa Tamaam Jahan Walo Par Unko Chun Liye Aisa Beta Diya Jaisa Kisi Ko Nahi. Wiladat Ke Waqt Unki Allah Ne Madad Ki, Pani Ke Chasme Jari Kiye,Khajoor Tapkaye. Unke Hujre Main Allah Rizk Bhejtey. Isa(As) Ne Jhoole Me Baat Kar Ke Unki Difa Ki.

Related Documents:

The Surahs of the Qur’an that are assigned for each grade are as follows: . Grade 5 Juz Amma & Surah Al-Mursalaat & Surah Al-Insaan Grade 6 Juz Amma & Juz Tabaarak (only to Surat Al-Jinn) Grade 7 Juz Amma & Juz Tabaarak Challenge (Any Grade) Surat Al-Israa and Surat Al-Fath The Messenger

The Quran is additionally divided into 30 equal sections, called juz' (plural: ajiza). The 30th juz’ of the Quran includes the last 36 surahs (chapters) of the holy book, from the first verse of the 78th chapter (An-Nabaa 78:1) and continuing to the end of the Quran, or verse 6 of the 114th chapter (An-Nas 114:1).This entire juz' has a .

part in life as a Muslim. Al-Quran itself has 30 chapter (also known as Juz) wltich is consist of 114 surah's. The last chapter of it which is the 30. th . Juz is Juz Amma, it consist of37 surahs started from surah An-Naba' and ends with An-Naas most commonly memorized among average Muslim.

answers, realidades 2 capitulo 2a answers, realidades 2 capitulo 3b answers, realidades 1 capitulo 3a answers, realidades 1 capitulo 5a answers, realidades 1 capitulo 2b answers, realidades 2 capitulo 5a answers, realidades capitulo 2a answers, . Examen Del Capitulo 6B Answers Realidades 2 Realidades 2 5a Test Answers Ebook - SPANISH .

This is a commentary on Juz al’-Amma, the final section of the Glorious Qur an. Juz al-‘Amma begins with Surat an-Naba and ends with Surat an-Nas, and it contains the greatest number of surahs (37) of any juz’. Most of these surahs were reveal

Zor Pismis is the repetition of old memorization of the verses of the Quran that is difficult in the juz to be read on that day which is repetition of memorization of the verses in the juz which was memorized a month earlier. It is implemented at 2.45pm to 3.30pm. The students will articulate the old memorization of that juz, known as Zor Pismis.

Mar 25, 2011 · CALCULUS BC ANSWERS ANSWERS ANSWERS ANSWERS SPRING BREAK Sectio

Tagged: Flume Interview Questions and answers for freshers experienced, Hadoop Interview Questions and answers for experienced freshers, HBase Interview Questions and answers for experienced freshers, Hunk Interview Questions and answers for freshers, Mapreduce Interview Questions and answers for experienced freshers, Pig Interview