Msmsmsmmsmsmms

2y ago
8 Views
3 Downloads
3.61 MB
41 Pages
Last View : 2m ago
Last Download : 3m ago
Upload by : Ronnie Bonney
Transcription

msmsmsmmsmsmms

Kanz-ul-Tajweed‘The treasure of Quranic elocution’Compiled byAllama Tauheed Ahmad RazviManager & Head office co-ordinatorKanzuliman FoundationCopyleft by Kanzuliman Islamic Library28 June 2020Version 1.0Feedbackinfo.kanzuliman@gmail.comThe compiler can be contacted at:office.kanzuliman@gmail.comPlease include the name of the book in the subject of your mail forspecific queries or comments. Permission is hereby granted to reproduceor utilise this material in any form or by any means, electronic orotherwise,as long as the content remains unchanged. This book is alsomade freely available by Ridawi Press and can be downloadedfrom:www.kanzuliman.org Permission is granted to anyone to print this bookfor free distribution. Kanzuliman Foundation or any of its divisions doesnot benefit financially from the sale of books, nor solicits any royalties.Permission is also granted to publishers to reprint in their own nameprovided the following notice is included in the colophon:“Reprinted withroyalty-free permissionfrom Kanzuliman Foundation".

وَرََتَـَلَالَـَقَـَر ٰانَتَـَرتَـيلًاََ Aur Qur’an Khoob Thahar Thahar Kar Padho (Al-Muzzammil 4)َ ) 4َ:َ ََََسورََۃ َالمزمل ،َ92ََ:ََ )َپارۃ كنزَالتجويد KANZ-UL-TAJWEED“The treasure of Qur’anic elocution”َ َرَ َٰانَوعَـلَـمه Tum Me Behtar Wo Hai Jo Qur’an Seekhe Aur Use Sikhae (Bukhari Shareef)ROMAN (Urdu)COMPILED BYALLAMA TAUHEED AHMAD RAZVIManager & Head office co-ordinatorKanzuliman Foundation

Harf-e-AghazAllah َ ج َـل َ َ عَـَزَو Aur Uske Pyare Habeeb ﷺ Ke Beshumar Shukr-o-Ehsaan aurKanzuliman Tehreek Ke Sarparast-e-Aala Hum Sabke Pyare Sadarul UlamaAllama Tehseen Raza Khan Muhaddis Barelvi َعليہَالرحمہ Ki Duaoñ Ka NateejaHai Ke Aaj Kanzuliman Foundation Jiski Shuruaat San 2006 Mein Ek LibrarySe Hui, Aaj Mulk Ke Degar Hissoñ Mein Apni Mazhabi Aur Milli KhidmaatAnjaam De Rahi Hai.Badi Masarrat Ka Maqaam Hai Ke Kai Mahinoñ Ki Mehnat aur MusalsalTehqeeqi Kawishoñ Ke Nataij Par Mushtamil Majmuā Tajweed Ke Usool WaZawabit Ke Talluq Se ‘Kanz-ul-Tajweed’ Naam Se Ye Kitab Awaam-eAhlesunnat Wal Jama’at Ki Khidmat Mein Pesh Ki Ja Rahi Hai. Is Kitab KoManzar-e-Aam Par Lane Mein Kanzuliman Foundation Ke Ahem Rukn JanabHazrat Allama Tauheed Ahmad Razvi Sahab ne Is Kitaab Ko MurattabFarmaya.Mazkoorah Kitab ‘Kanz -ul- Tajweed’ Ko Murattab Karne Ke Lie TajweedClass Ke Students Ne Khwahish Zahir Ki Ki Ilm -e- Tajweed Ki Aisi KitabTarteeb Di Jaye Jo Ke Roman (Urdu) Me Ho Taki School Aur College Ke WoLadke Jo Urdu Nahi Jante Wo Aasani Se Padh Sakein. Unki Zarurat Ko PesheNazar Rakhte Hue 2 Mahine Ke Baad Aaj 28/06/2020 (Sunday) Ko HuzoorTaaj-ush-Shari'ah عليہ َالرحمہ Ke Urs Ki Nisbat Se Is Kitaab Ka Ijra Amal MeAaya. Ye Kitaab Kanzuliman Foundation Ke Research Shóbe ‘KanzulimanResearch’ Ki Tehqeeqi Kawishoñ Ka Nateeja Hai, Aur Isko Awaam KiZarurtoñ Aur Aasani Ka Khayal Rakhte Hue Tajweed Mein Dil chaspi RakhneWale Tabqe Ki Khidmat Me Roman (Urdu) Me Shaè Kiya Gaya Hai.Kanzuliman Foundation Ki Mazhabi Khidmaat Ki Tabeer aur Tashkeel‘Kanzuliman Islamic Library’ Ke Zere Ehtamam Fil Waqt 6 Mazhabi KaamAnjam Die Ja Rahe Hain, Jinmein:1. MULK KE DIGAR ILAQOÑ ME KANZULIMAN ISLAMIC LIBRARY KAQAYAAM.2. TALABA OR ZARURAT MAND HAZRAAT KE LIE QUR’AN-E-PAAK MāTARJAMA KANZULIMAN KI MUFT TAQSEEM.3. ONLINE TAJWEED CLASSES.4. KHAWATEEN KI ISLAAH KE LIE ISLAH-UL-MUSLIMA SHÓBA.5. ISLAMIC RESEARCH LIBRARY.6. ONLINE DARUL IFTA.

Iske Alawa Is Waqt Kanzuliman Foundation Ke Dusre 2 Aur Shóbe HainJinmein Aalahazrat Fazil-e-Barelvi عليہ َالرحمہ Par Hone Wali Research,Razawiyāt Par Duniya Ke Pahle Academic Research Journal KAIJOR Ki SalanaIsha’at, Academic Conference Ka Ineqāad Aur Falah-e-Māashra Ke LieGhaamzan Volunteers Ki Team NGO Project CARE Ka Qayaam -e- Ahem Hain.Foundation Ki Deegar Activities Aur Khidmaat Ki Tafseel Foundation KePortal Se Hasil Ki Ja Sakti Hai.Isi Ke Sath Aap Hazraat Ki Khidmat Mein Ye Nayaab Majmuā Pesh Hai. AapSe Guzarish Hai Ke Is Kitab Ke Mutāla Ke Dauran Kahin Kuch Laghzish ZereNazar Aae To Islaah Farmaein Aur Apne Aham Mashwareoffice.Kanzuliman@gmail.com Par Bhej Kar Rehnumai Farmaein. Allah TālaHum Sabko Qur’an-e-Kareem Sahi Makharij Ke Sath Padhne Aur Us Par AmalKarne Ki Taufeeq Ata Farmae Aur Kanzuliman Foundation Ke Is Āmal KoApni Bargaah Mein Qubool Farmae.AameenAmir Hussain TehsiniFounder & PresidentKanzuliman FoundationAmir.Tehsini@Gmail.Com28/06/2020Chicago, IL, USA

786/92Sheikh Abdul Haq Muhaddis Dehlvi رضی اللَٰہ عنہ Ki DuaYa ALLAH ! ﷻ Mera Koi Amal Aisa Nahi Hai Jise Tere Darbar Mein PeshKarne Ke Layak Samjhooñ, Mere Tamaam Àmaal Fasade Niyat Ka ShikarHain.Al-Batta Mujh Faqeer Ka Ek Àmal Mahaz Teri Inayat Se Is Qabil Aur Laiqe IltifatHai.Aur Wo Ye Hai Ki Majlise Milad Ke Mauqe Par Khada Ho Kar Salam PadhtaHooñ Aur Nihayat Ajizi Wa Inkisari Aur Muhabbat-o-Khuloos Ke Sath TereHabeebe Paak ﷺ Par Durood Bhejta Hooñ.Ya ALLAH Wo Kaunsa Maqam Hai Jahañ Milade Paak Se Badh Kar Teri Taraf SeKhair-o-Barkat Ka Nuzool Hota Hai.Islie Ae Ar-HamarRahimeen Mujhe Pakka Yaqeen Hai Ki Mera Ye Àmal RaaegañNahi Jaega. Yaqeenan Teri Bargah Mein Qubool Hoga Aur Jo Koi Durood-o-SalamPadhe Aur Uske Waseele Se Dua Kare Wo Kabhi Mustarad Nahi Hogi.(AKHBARUL AKHYAR SHAREEF)

FEHRIST MAZAMEENTajweed Ka Táruf Aur Ahmiyat . 1َ تَـعَـوَذ Aur َ تَـسَمَـيَہ . 2Makharij -e- Huroof Ka Bayan . 4Milti Julti Aawaz Wale Huroof . 6Bahut Zaroori Masla . 7Sifaat Ka Bayan. 8Sifat-e-Aarizah . 10Noon Sakin (َ )ن Aur Tanween ( ) ــٌـ ــ ٍـ ــ ً َـ Ke Qawaed . 12Meem Sakin ) (م Aur Meem Mushaddad ) (م Ke Qawaed . 14Laame ( )ال Tareef Ka Izhar Aur Idgham . 15Mad Ka Bayan ( َ ََيَـا ،َ َ َوَٓاو ،َ )َاَ لَف . 16Waqf Ka Bayan . 19Sakta ( )سکتۃ Ka Bayan . 21Sukoot Ka Bayan . 22Qatā Ka Bayan . 23Wasl Ka Bayan . 23Iàda Ka Bayan . 26Salam . 26Duā . 29Kanzuliman Foundation . 31Introduction . 31

1 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgَ منََالرَحَيَم َٰ ح َ َ بَسَمََاهللَالر َ لكَالحَـمدَياََا ٰلل اَلصَلَ كََيَاَرَسَـوَ لََاهللََﷺ Tajweed Ka Táruf Aur AhmiyatTajweed : Har Harf (Letter) Ko Uske Makhraj (Jis Jagah Se Harf Nikalta Hai) Se AurTamam Sifaat Ke Sath (Jis Jis Andaz Se Harf Sahi Nikalta Hai) Ada Karna.Tajweed Ki Zaroorat :Tajweed Ke Bare Mein Ulama Ne Likha Hai KiTajweed Ka Seekhna Wajib Hai. Qur’an Majeed Ko Tajweed Ke Qawaed (Rules) KeMutabiq Padhna Bahut Zaruri Hai. Agar Tajweed Ke Mutabiq Na Padha Gaya, ToPadhne Wala Khatawar (Ghalati Karne Wala) Kahlaega .LAHN-e-JALI : Agar Aisi Ghalati Hui Ki Ek Harf Dusre Se Badal Gaya, Ya Koi HarfGhata-Badha Diya Gaya, Yani Kisi Harf Ko Chhorh Diya, Ya Zyada Kar Diya, YaHarkaat (Zabar, Zer, Pesh) Me Ghalati Ki, Ya Sakin Ko Mutaharrik, Ya Mutaharrik KoSakin Kar Diya, To Padhne Wala Gunahgar Hoga. Isko LAHN-e-JALI (Badi Ghalati)Kehte Hain.LAHN-e-KHAFI : Agar Aisi Ghalati Hui Jisse Lafz (Word ) Aur Harkaat (Zabar, Zer,Pesh) To Sahi Baqi Rahe, Sirf Bàaz Sifaat Jo Tahsin-e-Harf Se Tàlluq Rakhti Hain (JinSe Harf Khoobsurat Lagta Hai) Agar Ada Na Ho, To Isko LAHN-e-KHAFI (ChhotiGhalati Ya Halki Ghalati) Kehte Hain.Lekin Lahn-e-Khafi Ko Bhi Agar Chhoti Ghalati Ya Halki Ghalati Samjha, To Ye BhiBadi Ghalati Hai. Isilie Tajweed Ka Seekhna Bahut Zaruri, Balki Wajib Hai. Jaisa KeQur’an Majeed Me Allah ﷻ Ne Farmaya : َ َ َـَرَتَـيل ًاَ Note: Jis Tareeqe Se Lahne Jali Ke Sath Qur’an Majeed Padhna Haraam Hai, UsiTareeqe Se Sunna Bhi Haraam Hai; Aur Jis Tareeqe Se Lahne Khafi Ke Sath PadhnaMakrooh Hai, Usi Tareeqe Se Sunna Bhi Makrooh Hai .

2 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgََ تَسَمَيَہ Aur َ تَـعَـوَذ َ (َاعوذَباهللَ) َتَـعَـوَذ Ka Mahal Shuru Qirat Haiَ الل ٰہَ)َتَسَمَيَہ َ ََ ) بَسَم Ka Mahal Shuru Soorat HaiShuru Aur Darmiyan Qirat, Shuru Aur Darmiyan Soorat Ke Lihaz Se 3 Sooratein Hain :-1. Shuru Qirat Shuru Soorat2. Shuru Soorat Darmiyan Qirat3. Shuru Qirat Darmiyan Soorat.1. Shuru Qirat Shuru SooratJab Shuru Qirat Shuru Soorat Se Ho To اعوذَباهلل Aur بسمَاللٰہ Dono Padhna Chahie, WaslYani Mila Kar Padhna Aur Fasl Yani Juda Karke Padhna Dono Jaiz Hain.To Wasl Aur Fasl Ke Lihaz Se اعوذَباهلل Aur بَسَمَاللٰہ Ki 4 Sooratein Jaez Hain :(a)(b)(c)(d)Wasle KulFasle KulWasle Awwal Fasle SaniFasle Awwal Wasle Saani(a) Wasle Kul : Yani Sabko Mila Kar Padhna, اعوذَباهلل , بَسَمََاللَٰہ Aur Soorat Ko.(b) Fasle Kul : Yani Sabko Juda Karke Padhna, َ اعوذَباهلل , بسمَاللٰہ Aur Soorat ko.(c) Wasle Awwal Fasle Sani : Yani اعوذ َباهلل Aur بسم َاللٰہ Ko Mila Kar Padhna, AurSoorat Ko Alag Karke Padhna.(d) Fasle Awwal Wasle Sani : Yani اعوذَباهلل Ko Alag Karke Padhna, Aur َ بسمَاللٰہ AurSoorat Ko Mila Kar Padhna.

3www.kanzuliman.org كنزالتجويد 2. Shuru Soorat Darmiyan Qirat :Yani Kisi Soorat Ko Khatm Karke, Wahi Soorat Ya Doosri Soorat Shuru Ki Jae.To Isme Teen Sooratein Jaez Hain :(a) Wasle Kul(b) Fasle Kul(c) Fasle Awwal Wasle SaaniAur Chauthi Soorat Wasle Awwal Fasle Sani Jaez Nahi, Kyunki بَسَمَ َاللٰہ Ka TalluqShuru Soorat Se Hai, Aur Is Soorat Mein بَسَمَاللٰہ Ko Jisse Milakar Padha Jaega, UsseTalluq Hoga.Note : Jab Kisi Soorat Ko Khatm Karke SURAH TAUBA ( )سوَرۃََالتـوبـۃ Shuru Ki Jae, ToIsme 3 Wajah Jaez Hain – (1) Wasl (2) Sakta (3) Waqf3. Shuru Qirat Darmiyan SooratYani Shuru Qirat Darmiyan Soorat Ho, To اعوذَباَهلل Zaroor Padhna Chahie, Chahe بَسَمَاللٰہ Padhe Ya Na Padhe.Phir Agar بَسَمََاللٰہ Padhe To 2 Wajah Jaez Hain(1) Fasle Kul(2) Wasle Awwal Fasle SaniAur Agar بَسَمَاللٰہ Na Padhe; To اعوذَباهلل Ko Fasl Karke Padhe, Aur Agar َاعوذَباهلل Ko WaslKarke Padhe, To Shuru Me اَهلل Paak Ka Koi Naam Na Ho.

4 كنزالتجويد www.kanzuliman.org Huroof (Letters) Ki Spelling ) Letter (Harf Spelling ) Letter (Harf Spelling ا اَلَـفَ ط طـا ب بـا ظ ظـا ت تـا ع ع ْٓـيـنَ ث ثـا غ غ ْٓـيـنَ ج ج ْٓـيـمَ ف فـا ح حـا ق قـٓاَفَ خ خـا كََ َ َ/ ک کآَْفَ د دَ ٓ- اَلَ ل لآََْمَ ذ ذٓاَلَ م م ْٓـيـمَ ر رَا ن ن ْٓـوَنَ ز زَا و وَٓاَوَ س س ْٓـيـنَ ھ ھـا ش ـيـنَ ش َْٓ ء ھـمـزَہَ ص صـٓاَدَ ی يـا ض ضـٓاَدَ

5www.kanzuliman.org كنزالتجويد Makharij -e- Huroof Ka BayanMakhraj : Jis Jagah Se Harf Nikalta Hai, Usko Makhraj Kahte Hain.1.Shuru Halaq (Jo Seene Ki Janib Hai) Se Ada Hote Hain. َ ََھ ،َ ء 2.Darmiyan Halaq Se Ada Hote Hain. . َََ ََح ،َ ع 3.Aakhir Halaq Se Ada Hote Hain. َََ َخ ،َ غ 4.Jad Zaban Talu Ke (Narm Wale) Hisse Se Milkar Ada Hota Hai. ق 5.Jad Zaban Talu Ke (Sakht Wale) Hisse Se Milkar Ada Hota Hai. ك 6.Beech Zaban Talu Se Milkar Ada Hote Hain.) ََ َیََ(ریغدمہ 7.Sira Zaban Upar Ke Samne Wale Dantoñ Ki Jad Se Ada Hote Hain. َ َ َط ،َ َََََد ،َ ت 8.Sira Zaban Upar Ke Samne Wale Dantoñ Ke Sire Se Milkar Ada Hote Hain. َ َ َظ ،َ ََ َ َذ ،َ ث 9.Nok Zaban Upar-Niche Ke Dantoñ Se Milkar Ada Hote Hain.10.Nok Zaban Talu Se Milkar Ada Hota Hai. ن 11.Kinara Zaban Darh (Molar) Se Milkar Ada Hota Hai. ض 12.Kinara Zaban Dantoñ Ki Jad Se Ada Hota Hai. ل 13.Pusht Zaban Qareeb Sira Zaban Talu Se Milkar Ada Hota Hai. ر 14.Samne Ke Dantoñ Ka Kinara Neeche Ke Hoñt Se Milkar Ada Hota Hai. ف 15.Dono Hoñt Milkar Ada Hote Hain. ( Khuski Se – ب , Tari Se – ) م 16.Dono Hoñt Milkar Beech Ka Kuchh Khula Rah Kar Ada Hota Hai17.Halaq Ki Khali Jagah (Jauf) Se Ada Hota Hai.ََ)ََ اَََ(َا لف 18.Beech Zaban Talu Ki Khali Jagah Se Ada Hota Hai.َ) یَََ(دمه 19.Donon Hoñtoñ Ki Khali Jagah Se Ada Hota Hai.َ) َوََ(دمه ََََش ،َ ج َ ََص ،َ ََ ََس ،َ ز ََََم ،َ ب ) وَ َ(ریغدمہ Note: Jis Harf Ka Makhraj Pahchanna Ho Us Harf Ko Sakin Karke, Usse Pahle WaleHarf Par Zabar Laga Dein.Jaise : َ اَب Ki َبا - To Jis Jagah Aawaz Thahar Jae, Wahi Us Harf Ka Makhraj Hoga.

6 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgMilti Julti Aawaz Wale Huroof1. َ ) ََا لف Alif) Aur َ ( ھَمَزَہ Hamza) Me Farqَ ا لف Hamesha Zabar, Zer, Pesh Se Khali Hota Hai, Jhatka Nahi Hota Hai. Jaise : بَـا Jis Alif (َ )ا لف Par Zabar, Zer, Pesh, Ya Jazm Ho, To Use Alif (َ )ا لف Nahi, Balki Hamza)َ (ھمزہ Kehte Hain, Hamza Ki Aawaz Me Jhatka Hota Hai. Jaise : َ َ ََيَـؤ ََْ منوَن ،َ َ مَـأَ َکـو ل 2. َ ( ھَمَزَہ Hamza) Aur َ َع َـ َْٓي َـن Me FarqHamza Ki Aawaz Me Jhatka (Hik Up) Hota Hai. Jaise : ََ َيَـؤ َْمنوَن ،َ َ مَـأَ َکـول َ ـيـن َْٓ ع Ki Aawaz Narm (Soft) Aur Bagair Jhatke Ke Hoti Hai. Jaise : يَـعَـلَـمون 3. ََ ََثَـا ،َََ َََََسَـَ َْٓيـَن ،ََ َصَٓاَد Me Farqَ ثَـا Ki Aawaz Bareek Aur Narm (Thin & Soft) Hoti Hai. Jaise :َ ثَـَم ٌر ََ سَـَ َْٓيـَن Ki Aawaz Bareek Aur Siti Wali (Thin & Whistle) Hoti Hai. Jaise : َََ ل ٌَ سَبَي َْ صَٓاَد Ki Aawaz Moti (Bold) Aur Siti Wali Hoti Hai. Jaise : َ صَبَ ٌر

7 كنزالتجويد www.kanzuliman.org4. َََتَـا ،َ طَـا Me Farq تَـا Ki Aawaz Bareek (Thin) Hoti Hai. Jaise: َ يَـتَلون طَـا Ki Aawaz Moti (Bold) Hoti Hai. Jaise : َ مَ ـَطَلع 5. َ ََحَا ،َ ھَا Me Farq حَا Ki Aawaz Halaq Se Ragad (Rubbing/Friction) Khaakar Nikalti Hai. Jaise : َ بَحَ ٌَر ھَا Ki Aawaz Bagair Ragad Khaakar Nikalti Hai. Jaise : َ شَھَ ٌَر 6. َ َ ََ ََذَٓا ل ،ََ َ َََزَا ،َ َ ََظَا ،َ َ ضَٓاد Me Farqَ ذَٓا ل Ki Aawaz Bareek Aur Narm (Thin & Soft) Hoti Hai. Jaise :َََ َذََکَ ٌَر َ ََ زَا Ki Aawaz Sakht , Bareek Aur Siti Wali (Thin & Whistle) Hoti Hai. Jaise : زََين ًَۃ َ َ َ ظَا Ki Aawaz Narm Aur Moti (Soft & Bold) Hoti Hai. Jaise : َ َ ظَـلم ضَٓا َْد Ki Aawaz Bahut Moti Hoti Hai. Jaise : َ ضَرب Mote Padhe Jaane Wale Huroof (Bold / Heavy / FilledLetters)7 Huroof Hamesha Mote Padhe Jaate Hain : َ ََََََ َق ،َ َََغ ،َ َََظ ،َ َََط ،َ َ َض ،َ ََص ،َ خ ( Mazeed Sifat Ka Bayan Mutala Kare )Bahut Zaroori MaslaAaj-kal Umooman Logoñ Se Sahi Taur Par Huroof Ki Adaegi Nahi Hoti, Islie Ki WoKisi Sahi Padhne Wale Se Nahi Sikhte.Jaise : َ ز Aur َظ ,َ َ َ َس ،َ َث Aur َ ص Ki Adaegi Mein Farq Nahi Karte. ظا Ko زا Padhte Hain,Aur َ ثا Aur َ َ َصٓاد Ko َ سَ ْٓـيـن Padhte Hain, Jis Se Kabhi Kabhi Maane Mein Fasad LazimAata Hai, Aur Namaz Jati Rehti Hai.Ek Aayat Ka Hifz Karna Har Musalman Mukallif Par Farze Aen Hai, Aur Poore Qur’anMajeed Ka Hifz Karna Farze Kifaya Hai, Aur Surah Fatiha Aur Ek Dusri Chhoti SuratYa Teen Chhoti Aayatoñ Ke Barabar Ek Badi Aayat Ka Hifz Karna Wajibe Aen Hai.

8 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgSifaat Ka BayanSifat :Jis Se Harf Ek Doosre Se Bilkul Alag, Juda aur Mumtaz Màloom Hote Hain,To Usko Sifat Kehte Hain.Sifaat Ki Do Qisme Hain :(1) Sifaat-e-Lazima(2) Sifaat-e-Aariza(1) Sifaat-e-Lazima: Wo Hai Ki Agar Ada Na Ho, To Harf Bigad Jata Hai.(2) Sifaat-e-Aariza: Wo Hai Ki Agar Ada Na Ho, To Harf Bigadta To Nahi, MagarUska Husn Aur Zeenat Baqi Nahi Rehti. Sifaat-e-Lazima Ki Do Qisme Hain :1. Mutazaaddah2. Ghair Mutazaaddah Sifaat-e-Lazima Mutazaaddah : Wo Hai Jin Me Ek Sifat Dusri Ki Zid(Opposite) Ho, Aur Ye 5 Hain :-Hams (َ ) َہ َـ َمس Jahr ( َ ج َہر َ )Shiddat (ََ ) شَدَت Rekhw ( َ ) رَخَـو Istela ( ) اَسَتَعَلَاء Istefal (َ ) اَسَتَفَاَل Itbaq (َ ) اَ طَـبَاَق Infitah ( )َاَ نَفَـتَاَح Izlaq (َ ) اَذَلَاق Ismat ( )اَصمات

9 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgHams (َ )ہَـَمَس : Iske 10 Huroof (Huroofe Mahmoosa) Hain - َ ص َسَـكَـت َ ٌ َ فحَـثَـ ََْہ َشَخَ ـ Inke Ada Karte Waqt, Aawaz Inke Makhraj Me Aisi Kamzori Ke Sath ThaharnaChahie Ke Saañs Jari Rah Sake, Aur Aawaz Past Ho.Jaise :َ ج َـرَت َ َ َََفَـ ،َ َ َََبَسَمَاللٰہ ،َ َ َََاَصَدق ،َ َ خ َـرَج َ َ َََا ،َ شکرون َ ََ ََت َـ ،َ َ َََاَھَد ،َ َ َ َي َـ َلھَـث ،َ حسن َ َ َ َا ،َ َ تـفَـعـلـون Inke Alawa Jitne Bhi Huroof Hain, Sab Huroofe Majhoora Kahlate Hain.Jahr (َ )جَہَر : Hams Ka Ulta (Opposite) Jahr Hai. Inke Ada Karte Waqt, Aawaz InkeMakhraj Me Aisi Quwwat Ke Sath Thaharna Chahie Ke Saañs Ka Chalna Band HoJae, Aur Aawaz Baland Ho.Jaise : َ مَـأ َکَـوَل Ki َ ھَمَزَہ Shiddat (َ )شَدَت : Iske 8 Huroof Hain -َ ط َْ بَـكت َ ٍ اجَـدَ َق ـ Inke Ada Karte Waqt, AawazInke Makhraj Me Itni Quwwat Se Tikni Chahie Ke Fauran Aawaz Band Ho Jae, AurSakht Ho. Jaise : ََ اَحَد Ki َ َ َدَٓا ل Ye Jahr Se Bhi Zyada Badh Kar Hai Sakhti Mein.Rekhw (َ )رَخَـو : Shiddat Ke 8 Huroof Ke Alawa Tamaam Huroof Ko Narmi Ke Sath Adaْٓ َ ش Karna Chahie, Aur Aawaz Bhi Jari Rahe, Fauran Band Na Ho. Jaise : َ مَعَاَئَـَش Ki َ ـيـن Istela ( )اَسَتَعَلَاء : Iske 7 Huroof (Huroofe Mustalia) Hain - َ طََقَ ـظ ٍ َ خَصََضَـَغ Inke Ada KarteWaqt, Jad Zaban Upar Uth Jani Chahie, Jisse Ye Huroof Pur Ho Jaein. Jaise : َخـَبـي ٌَر Ki َ خا Istefal ( )اَسَتَفَاَل : Istela Ke 7 Huroof Ke Alawa Tamaam Huroof Bareek Padhe Jaenge,Jad Zaban Ko Upar Na Uthana Chahie. Jaise : َ َ ٰذَلك Ki َ ذٓال Itbaq ( )اَ طَـبَاَق : Itbaq Ke 4 Huroof Hain - َض ، َص ، ََظ ، ط Inke Ada Karte Waqt, BeechZaban Ko Talu Se Dhanp Lena Chahie. Jaise : َ َ م َط َلع َ َ Ki طا Infitah ( )اَ نَفَـتَا َح : Khulna, Yani Harf Ko Ada Karte Waqt, Beech Zaban Ko Talu KiTaraf Na Uthana. Itbaq Ke 4 Huroof Ke Alawa 25 Huroof Infitah Ke Hain. Jaise :َ ََ َکَم Ka َ کآَْف

10 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgIzlaq ( )اَذََلَاق : Fisalna, Yani Harf Ka Apne Makhraj Se Jaldi Aur Aasani Se Ada Hona,Aur Iske 6 Huroof Hain -َ ب ٍ َ فَـَرََمنَ ل Jaise :َ َ َ َٰملك Ki َ م ْٓـيـم Ismat ( )اََصمات : Khamosh Karna, Yani Harf Ka Apne Makhraj Se Jamao Aur MazbootiSe Ada Hona. Izlaq Ke 6 Huroof Ke Alawa 23 Huroof Ismaat Ke Hain. Sifaat-e-Lazima Ghair Mutazaaddah :1. Safeer ( )صَـَفَـَيَـَر : Seeti Si Aawaz, Yani Harf Ke Ada Karte Waqt Tez Aawaz Seeti KiTarah Paida Ho. Ye Sifat 3 Huroof Mein Hai َ َز ،َ َََص ،َ س 2. Qalqalah (َ ) َقـلَـقَـلَـہ : Iske 5 Huroof - َ د ٍَ َ ق ـطبََج Hain. Inke Ada Karne Me, KhaaskarJab Ye Harf Sakin Ho, To Laut-ti Hui Aawaz Aana Chahie. Jaise : َ فَـَلَـَق Ki َ قـٓاَف 3. Leen (َ ) َل َـ َْٓي َـن : Narm Hona, Yani Zabar Ke Bàad و Ya ی Sakin Ho. Jaise : َ اَو ،َ اَی To Inko Sakhti Kie Bagair Aisi Narmi Ke Sath Ada Karna, Agar Mad Karna Chahe ToMad Kar Sake.4. Tafashshi (َ )تَـَفَـَشَی : Failna. ش Ke Ada Karte Waqt Munh Mein Aawaz Ka Failna.5. Istetualat (َ الت َ َ )اَسَـتَ ـط : Daraz Hona. Ye Sirf ض Ki Sifat Hai, Yani ض Ke Ada KarteWaqt, Aawaz Aahista-Aahista Lambi Ho Jati Hai, Aur Makhraj Ke Aakhir TakPahunchti Hai .6. Inheraf ( )اَ نَـَحَـَرَاف : Hatna. Ye ر Aurَ ل Ki Sifat Hai. Inke Ada Karte Waqt, َ ر Ka َ ل KiTaraf Nahi Hatna Chahie.Jaise َ اَ َلـباَب Is Ko Baaz Bache َ اَ رَباَب Padh Dete Hain.7. Takreer ( )تَـَكَـَرَ يَـَر : Dohra Karna, Yani ر Ke Ada Karte Waqt, Ek ر Ke Bajae Kai َ ر Nikal Jati Hain.

11 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgSifat-e-AarizahSifat-e-Aarizah 8 Huroof Me Hoti hai:)1( ل (2) ر (3) ا (4) و (5) ی (6) ء (7) Noon Sakin ( َ ) ن (8) Meem Sakin ( ) م (1) ل Rules :1. Lafz-e-Allah Ka Laam ( ) ل : Agar Usse Pahle Zabar Ho, Ya Pesh, To Laam ( )ل Ko PurYani Mota Karke Padhenge. Jaise :َ َھَــوََال َلٰہ Aur رَفَـعَـہَ َال َلٰ َہ 2. Agar Zabar Na Ho, Laam-e-Allah Se Pahle Zer Ho To Laam ( )ل Bareek Padhenge.Jaise : َ َ َ ََبسَمََال َلٰہ ،َ َ لـ َلٰہ 3. Lafz-e-Allah Ke Alawa Jitne Bhi Laam Hain, Sab Ke Sab Bareek Padhe Jaenge.Jaise : َ َ ََماَوَلَٰ ـَھَم ،َ َ کَـلَـہ (2) ر Laam ( َ)ل Ki Tarah Ra (َ )َر Ko Bhi Kabhi Pur Aur Kabhi Bareek Padha Jata Hai.Ra (َ )َر Ko Pur Yani Mota Padhe Jane Ke QawaedRuleSr. No.1Jab Ra ( ) ر Par Zabar Ya Pesh Aa Jae2Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Wale Harf Par Zabar Ya Pesh Aa Jae3Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Wala Harf Bhi Sakin Ho Aur Usse Pahle Wale HarfPar Zabar Ya Pesh Aa Jae4Jab Ra Mushaddad ( َ ) ر Par Zabar Ya Pesh Aa Jae5Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Arzi Zer Aa Jae6Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Zer Dusre Kalme Me Aa Jae7Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Ke Pehle Zer-e-Asli Asli Ek Hi Kalme Me Ho, Aur Us Ke Bàad KoiHarfe Mustàlia (َ ط قَظ َ ٍ َ )خَصَ ضَغ Usi Kalme Me Aa Jae.Misal ََََ َرَبـما ،َ رََشَـ ًدا َ َ ََََمَرَسلون ،َ يَـَرَجَـَع َ َ َ َ َنـوَر ،َ ََ قـدََر َ َََََاََلبَـَر ،َ اَ لَـَرَحَ ٰمن اَ رَجَـعَـوا َ رَبََََا رَجَـعَـوَن َ مَـَرَصَا ٍد

12 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgInke Alawa Tamam Jagahoñ Mein Ra ( ) ر Bareek Padha Jaega. Fir Bhi Chand QaedeBareek Ke Bhi Zikr Kie Jate Hain, Taki Achchi Tarah Samajh Me Aa Jae.Ra ( )ر Ko Bareek Padhe Jane Ke QawaedSr. No.RuleMisal1Jab Ra ( ) ر Ke Niche Zer Aa Jae2Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Wale Harf Ke Niche Zer Aa Jae3Jab Ra Mushaddad ( َ ) ر Ke Niche Zer Aa Jae4Jab Ra Sakin ( َْ ) ر Se Pahle Ya Sakin ( َ ) ی Aa Jae (Waqf ki halat me )5Aur Agar Qaaf ( ) ق Aa Jae To Dono Wajhe Jaez Hain6َ رَجاَ ٌل َ تَـنَـذَرَھَـم َ ا لَرَجاَل َ ََ خَـَبَـَيَـَرََ ،َ خَـَيَـَرََ َ فَـَرَ ٍق Ra ( ) ر Ka Zabar Ba-Wajah-e-Imala Ke Zer Ki Taraf Maail Ho Jae,To Ra ( ) ر Bareek Hogi. بسمََاهللَََمجَـَرَٮَ ـَھا )َ َ42َ :َ َسورَۃََھـود ،َ 29َ َ ( َپارۃ Noon Sakin (َ )ن Aur Tanween (َ ــًـ ) ــ ٌـ ــَ ٍـ Ke QawaedNoon Sakin ( َ ) ن Aur Tanween (َ ) ـــ ــ ٍـ ـــ Ke Qawaed Se Pahle, Ye Zikr Kar DeteًٌHain Ke Sakin Kise Kehte Hain Aur Tanween Kise Kehte Hain.Sakin : Sakin Us Harf Ko Kehte Hain Jis Harf Par Jazm ( َْ ) Ho. Jaise : َ اَب Ki با Tanween : Do Zabar ) (ـــ , Do Zer ) ََََ(ـ َـ ٍـ Aur Do Pesh ) (ـــ Ko Tanween Kehte Hain.ًٌNoon Sakin ( َ ) ن Aur Tanween (َ ) ـــ ــ ٍـ ـــ Ke 4 Qawaed Hain :-ً1.2.3.4.IzharIdghamIkhfaIqlabٌ

13 كنزالتجويد www.kanzuliman.org1. Izhar: Matlab Zaahir Karna. Noon Sakin ( َ ) ن Aur Tanween (َ ) ــٌـ ــ ٍـ ــًـ KoBagair Gunna Ke Saaf-Saaf Padhna. Jaise : ف َ ٍ َ مَنََخَـو Rule: ن Sakin Ya Tanween (َ ) ـــ ـ َـ ٍـ ـــ Ke Bàad Agar Huroofe Halaqi ( َ َخ ، َ َغ ، ح ،َ َع ، َھ ، )َء MeًٌSe Koi Ek Harf Aa Jae, To Izhar Hoga, Yani ن Ko Zaahir Karke Saaf-Saaf Padhenge.Jaise : َ َ َ ََََ َ َ َ َ ََ َََََ َمنََحَـَرَم ،ََََََََ َ َ َ َ َ َ َ َ َ َََََاََنَــعَـمت ،ََََََ َ َ مَـَنَ ـَھَم َ َ َ َ َ َََ َ َ َ َ َ َ َ َ َ م َ ٌ عَعـلـي ٌَ َ َََََََسميَـ ،ََََََ َ قَع ـظَـي ٌم َ ٍ َ ََََََ َخـل ،َ ََ حـاَھدَیََنا ًَ َ ََنـو َََََََ َ ََََ َ َ ََََ َ2. Idgham: Ek Harf Ko Dusre Harf Se Mila Kar Padhne Ko Idgham Kehte Hain.Jaise : َ َ ََ َمنََيَـقوَل Rule: ن Sakin Ya Tanween (َ ) ـــ ــ ٍـ ـــ Ke Bàad Agar Huroof-e َ َن َ( يَـَرَمَلَـوَن ، َو ، َل ، َم ، َر ، )َی ًٌIn6 Huroof Me Se Koi Ek Harf Aa Jae, To Idgham Hoga.Jaise : َ َََََ َ َ لََيـَسعٰی ٌَ َ َ َ َ َرجَـ ،ََ َََ ََبرحمَ ٍَۃ َمَـنہ ،َ جاَمَـني ًرا ًَ ََََ َ َََََسرا ،َََ مَنََيَـقوَل Ye Idghamَ ََل Aur َ َر Me Bagair Gunna Ke Hoga. Jaise َ َ َ فَرَحـي ٌم ٌ َ َ َ َرءَو ،َ َ َ مَنَرَ َبَ ـَھَـم ،َ مَنََلَـدنَـك Aur Baqi Huroof (َ َن ، َو ، َم ،َ )ی Me Gunna Ke Sath Hoga. Jaise : ل َ َمنَوَ ی ،َ َ َمنَمَـثلہ ،َ َ َمنَ يَـقَـوَل ِ3. Ikhfa: Chupana. Noon Sakin (َ )ن Aur Tanween (َ ) ــٌـ ــ ٍـ ــًـ Ko Chhupa Kar Padhna.Jaise : َ ـب َ ٍ ل کـَر ي َ ٍ َ رسـو ، قـوَ َل ًا َثـقـيل ًا ، َ مَنََقَـَبَـَل ٌ َفـتـَحٌَ َقـَر ي ، ـم Rule: Noon Sakin Ya Tanween Ke Bàad Agar Huroofe Halaqi ( ََََخ ،َ َ َ َغ ،َ َ َح ، َََع ، َھ ،َ ) ء ,Huroofe ( َ ) يَـَرَمَلَـوَن , َ )ا( اَلف Aur )ب( با Ke Alawa Koi Harf Aa Jae, To Ikhfa Hoga Yani ن Ko Chhupa Kar Padha Jaega. Jaise :َ َ َ ـب ٍ َ َرسـوَ ٍلَکـَر ي ، َ ََقـوَ َل ًا َثـقـي َل ًا ،َ َ َمَنَقـَبـل ، مَنَجَـوَ ٍ َع ٌ َ َفـتـَحٌَ َقـَر ي ،َ َ ـم

14 كنزالتجويد www.kanzuliman.org4. Iqlab: Badalna.Rule: Noon Sakin (َ )ن Ya Tanween (َ ) ـــ ــ ٍـ ـــ Ke Bàad Agar )ب( با Aa Jae, To UskoًٌMeem ( )م Se Badalkar Padhne Ko Iqlab Kehte Hain.Jaise :َ َ ََ َ َ َ ََ َ َ ََصَ ٌمَ ََْ َبـک ٌم ،ََ َ َ َََجـنـ ٍَۃ ََْ َبـَر بـوَ ٍۃ ،َ ََ َََََ َقـوَ َل ًا ََْ َبـلـي ًغـا ،َ َ ََ َ َ َ َمنََْبَـَقلَھا ،َ َ َمنََْبَـعَد Yahañ Par َ ن Ko م se Badla Jaega.Meem Sakin )َْ (م Aur Meem Mushaddad ) (م Ke QawaedMeem Agar Mushaddad ( ) م Ho To Usme Gunna Hoga. Jaise: لَـمَا Gunna : Gunna Kehte Hain Naak Me Aawaz Le Jana.Meem Sakin ( )م Ke 3 Qawaed Hain :1. Ikhfa2. Idgham3. Izhar1. Ikhfa: Meem Sakin ( )م Ke Bàad Agar Ba ( )ب Aa Jae, To Wahañ Ikhfa Hoga.(Ye Ikhfa Hoñtoñ Se Hoga). Isko Ikhfa-e-Shafawi Bhi Kehte Hain (YaniHoñtoñ Se Ikhfa Karna)Jaise : َ ََ َ َ َ ل ٍ َ ََََعلـيکـمَبـوکي ،َ َ ََََََکنـتـمََبـہ ،ََ َن 2. Idgham: Meem Sakin ( )م Ke Bàad Agar Doosri Meem ( )م Aa Jae, To WahañIdgham Hoga. Isko Idgham-e-Shafawi Kehte Hain.Jaise :َ ََََفَ ـَھـمََمَـَقمحـوَن ،َََ َ َ َََاَنـتَـمََمَظلـمَون ،ََ اليکَمَ مَـَرسلوَن

15www.kanzuliman.org كنزالتجويد 3. Izhar: Meem Sakin ( )م Ke Bàad Agar Ba ( )ب Aur Meem ( )م Ke Alawa Koi HarfAa Jae, To Wahañ Izhar Hoga. Isko Izhar-e-Shafawi Kehte Hain.Jaise : َ َ َ َ َ َ َ َََََلَمََيـلد ،ََ َ َ َ َََََََلـکَمََدََيـنکم ،ََ َََََاََلَـمََتَـَر GunnaGunna Wo Aawaz Hai Jo Khaishoon (Naak Ka Bansa) Yani Naak Se Nikalti Hai, UsmeZaban Ka Koi Amal Nahi Hota Hai. Huroof-e-Gunna 2 Hain :1. Noon ( )ن 2. Meem ( )م Laame ( )ال Tareef Ka Izhar Aur IdghamLaame Tareef Ka Izhar : Agar Laame Tareef ( )ال Ke Bàad, Huroofe Qamariyya( َ ) ا ـيمَـه Mein Se Koi Harf Aae, To Laame Tareef ( )ال Ka Izhar Hoga.Jaise : َ ََاَلَـَقَـمر ،َ واَلَـَجَار Laame Tareef Ka Idhgam: Agar Laame Tareef ( )ال Ke Bàad, Huroofe ShamsiyyaAae, Yani َ ا بَـَغ َحَـَجَـك َخَـف َعَـقَـيمَـه Ke Alawa Koi Harf Aae, To Laame Tareef ( )ال KaIdhgam Hoga.Jaise : اََلَـَشَمس

16 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgMadHarfe MadHarfe LeenSababMadde Muttasilَ َ ََ َََس ْٓوء ،ََ َ َ َ َََجیََْٓء ،َ جَٓاء SababMaddeLaazimMadde Aariz يـومَالحساب َ َيعلـمـونَ ، يَـومَالدَيـنَ Madde MunfasilKalmi Musaqqal قـاَلــوََا َاٰمَـنـا ا تـحٓاج ْٓـونی َ مـاَ َأَنـزَ لـنا Kalmi Mukhaffafَ َْٰٓا لَـَ َٰئـَن Harfi Musaqqalَ ـم ْٓ ْٓ )ا لـفََلا ْٓمََم ْٓـيـمَ( ا َل Ka Laam (َ ( لا ْٓم Harfi Mukhaffafَ ـم ْٓ ْٓ )ا لـفََلا ْٓمََم ْٓـيـمَ( ا َل Ki Meem )َ (مَيْٓم Madde LeenLaazimَ ع ْٓـيـن Madde LeenAariz ـيـف ْٓ َ والص َ َ َ خوف

17www.kanzuliman.org كنزالتجويد Mad Ka Bayan ( َََيَا ،َ ََوَٓاو ،ََ ) ا لف Mad: Yani Harf Ko Do-guna, Teen-guna Wagairah Zaroorat Ke Muwafiq Badhana.Mad Sirf Harfe Mad (Huroofe Mad 3 Hain - َ ََی ،َ َو ، ) ا Aur Harfe Leen [َ ََی ،َ َو Se PahleFatah Yani Zabar ( َْ ) Ho] Me Hota Hai, Is Shart Ke Sath Jabki Harfe Mad Ke BàadHamza Ya Sukoon Ho, Aur Harfe Leen Ke Bàad Sukoon Aae.Sukoone Asli : Sukoon Agar Asal Lafz Ka Ho, To Sukoone Asli Kehte Hain.Sukoone Aarzi : Sukoon Agar Kisi Wajah Se Aaya Ho, To Sukoone Aarzi Kehte Hain.Madde Asli: Harfe Mad Ke Bàad Agar Hamza Ya Sukoon Na Ho, To Madde Asli Hoga.Jaise : اَوَتَـيَـنَا Aur Iski Koi Qism Nahi Hai. Baqi Jitni Qism Zikr Ki Jaengi, Sab MaddeAariz Ki Hongi. Harfe Mad Ke Bàad Hamza ) (ء Ho, To Mad Ki 2 Qisme Hain :1. Madde Muttasil: Harfe Mad Ke Bàad Agar Hamza Ek Hi Yani Usi Kalme Me Ho.Jaise : ء َ َ َََََسَ َْٓو ،ََ َ َََََجَی ََْٓء ،ََ جَٓاء 2. Madde Munfasil : Harfe Mad Ke Bàad Agar Hamza Dusre Kalme Me Ho.Jaise : َ ََ َََمَـاَ ََأَنَـَزلَـنا ،َ َ َ قـاَلَــوََاَ َٰامنَـا Miqdaar : Madde Muttasil Aur Madde Munfasil, Dono Ki Miqdaar Ba-RivayateHafs 2, Dhai (2 12 ), Ya 4 Alif Hai .Lekin Jo Miqdaar Pahle Mad Me Ikhtiyar Ki, Wahi Aakhir Tak Rahe. Aur Madde Munfasil KiMiqdaar Madde Muttasil Se Zyada Na Ho.Note : “Ek Alif Ki Miqdaar Ek Zabar Ki Miqdaar Ki Dooni (2 times) Hai.”

18www.kanzuliman.org كنزالتجويد Madde Lazim: Harfe Mad Ke Bàad Agar Sukoone Lazimi Ho, To MaddeLazim Kehte Hain.Miqdaar : Madde Lazim Ki Miqdaar 3 Ya 5 Alif Hai.Is Me Bhi Har Martaba Ek Hi Miqdaar Ikhtiyar Karna Chahie.Madde Lazim Ki 4 Qisme Hain :1. Kalmi Musaqqal3. Harfi Musaqqal2. Kalmi Mukhaffaf4. Harfi Mukhaffaf1. Kalmi Musaqqal: Jisme Harfe Mad Kalma Me Tashdeed Se Pahle Ho. Jaise : ََْ ا تَـَحَٓاجَـ ْٓونَی 2. Kalmi Mukhaffaf: Jisme Harfe Mad Kalma Me Sukoon Se Pahle Ho. Jaise : َ َْٰٓا لَـَ َٰئـَن 3. Harfi Musaqqal: Jisme Harfe Mad Kisi Huroofe Muqattàat Me Tashdeed Se Pahle Ho.Jaise : ََ َْْٓ َ ) ا لـف َلا ْٓمَ َمـيْٓـمَ ( ا َلْٓـم Ka Laam (َ َ ) َلَ َا ْٓم 4. Harfi Mukhaffaf: Jisme Harfe Mad Kisi Huroofe Muqattàat Me Sukoon Se Pahle Ho.Jaise :َ َ َ َ َ َ َْ م َْٓ َ ) َا لـف َلا ْٓمَ َم Ki Meem ( َ ـيـم ْٓ َ ) م ْٓ ـيـمَ َ( ا َلْٓـ Madde Aariz: Harfe Mad Ke Bàad Agar Sukoone Aarizi Ho, To Madde AarizKehte Hain. Jaise :َ َ َََََ يَـومَالحسَابَ ،َ َ َيَـومََالدََ َي َـنَ ،َََ ]َََيعلَـمَـوَنََ َ َ[ َيعلَـمَـوَنَ Miqdaar : Is Mad Me Qasr, Yani Harf Ko Do-guna Wagairah Na Karna Bhi Jaez Hai,Magar Qasr Se Tawassut, Aur Tawassut Se Tool Aula Hai.Qasr Ki Miqdaar1 AlifTawassut Ki Miqdaar 2 Alif Ya 3 AlifTool Ki Miqdaar3 Ya 5 Alif Hai.Is Mad Me Teeno Wajah (Qasr, Tawassut, Tool) Jaez Hain, Aur Har Ek Ki Miqdaar JoPahle Mad Me Ikhtiyar Ki Jae, Wahi Aakhir Tak Rahe.Isme Chand Tareeqe Jaez Hone Ki Wajah Se - Kabhi Tool, Kabhi Tawassut, KabhiQasr, Aur Miqdaar Ka Farq Kar Liya Jae, Aur Ye Samjhane Ke Lie Ho, To Jaez Hai,Ba-khilaf Madde Muttasil Aur Madde Munfasil Ke, Ki Un Me Har Miqdaar Ko PadhnaAur Jama Karna Jaez Nahi Hai.

19 كنزالتجويد www.kanzuliman.orgJaise : َ َ يَـشَاَ َء َ ،َ ََََََقَـ

Foundation Ki Deegar Activities Aur Khidmaat Ki Tafseel Foundation Ke Portal Se Hasil Ki Ja Sakti Hai. Isi Ke Sath Aap Hazraat Ki Khidmat Mein Ye Nayaab Majmuā Pesh Hai. Aap Se Guzarish Hai Ke Is Kitab Ke Mutāla Ke Dauran Kahin Kuch Laghzish Zere . Sifat-e-Aarizah. 10 Noon Sakin (َ¼ )

Related Documents:

The anatomy of the lactating breast: Latest research and clinical implications Knowledge of the anatomy of the lactating breast is fundamental to the understanding of its function. However, current textbook depictions of the anatomy of the lactating breast are largely based on research conducted over 150 years ago. This review examines the most .

Artificial Intelligence Chapter 1 Chapter 1 1. Outline} What is AI?} A brief history} The state of the art Chapter 1 2. What is AI? Systems that think like humans Systems that think rationally Systems that act like humans Systems that act rationally Chapter 1 3. Acting humanly: The Turing test Turing (1950) \Computing machinery and intelligence":} \Can machines think?" ! \Can machines behave .

February 2019 State Current ASME A17.1 and A17.7 Code Versions Summary and Background Current Rule Development Status Upcoming Action Contact Agency Name Citation Regulatory ID AL ASME A17.1 (2016) ASME A17.7 (2007) Alabama auto-adopts the latest version of ASME codes six months after its publication date without the need for additional rulemaking. ASME A17.1 (2016) became effective 7/31/2017 .

Astrophysics also receives tactical-level advice from the external science community via the Astrophysics Subcommittee of the NASA Advisory Council, and advice on cooperative activities from the Congressionally chartered, National Science Foundation (NSF)-managed Astronomy and Astrophysics Advisory Committee. NASA enables research to understand the structure, content, and evolution of the .

The Appointment and Training of Training Incumbents Guidance on Good Practice . them for this role before accepting it: if a curacy is agreed (at the request of the Bishop), and the Incumbent is only subsequently informed about what is expected of them, this is a recipe for significant difficulties. The incumbent may well not then own key elements of the curacy process, rather than seeing .

By accepting this appointment, you confirm that, taking into account all of your other commitments, you are able to allocate sufficient time to the Company to discharge your responsibilities effectively. You should obtain the agreement of the Chairman in the first instance . Page 4 of 10 before accepting additional commitments that might affect the time you are able to devote to your role as a .

Beyond Disfluency Percentages: Goal Setting for Young Clients who Stutter KSHA 2019 Hayley Arnold, PhD, CCC-SLP Kent State University September 26, 2019 Who are you? What do you hope to learn in this session? The value of measuring speech disfluencies The purpose of this talk is NOT to encourage you to dispense with speech disfluency measurement. The quality and quantity of speech disfluencies .

Classes in calligraphy were also held in the building. By reason of all these and as the plaintiff has been using the names in issue since September 1995, it claims to have built up a valuable reputation or goodwill in the said names. The names in issue, the plaintiff avers, have become associated with the plaintiff and/or its activities. 4 The defendant is a sole proprietorship registered on .